Gabbar: Kitne admi they?
sambha:
sardar 2
Gabbar: Mujhe ginti nahin aati, 2 kitne hote hain?
samba:
sardar 2, 1 ke baad aata hai
Gabbar: Aur 2 ke pehle?
samba: 2 k pehle 1 aata hai.
Gabbar: To beech mein kaun ata hai?
samba: Beech mein koi nahi aata>
Gabbar:: To phir dono ek
saath kyun nahin aate?
samba: 1 k baad hi 2 aa
sakta hai, kyun ki 2, 1
se bada hai.
Gabar: 2, 1
se kitna bada hai?
samba: 2, 1
se 1 bada hai.
Gabbar: Agar 2, 1
se 1 bada hai to 1, 1
se kitna bada hai?
samnba:
sardar maine aapka namak khaya hai, mujhe goli maar