Ek sardar bar mein ro raha tha
Friend: Kyon ro rahe ho?
Sardar: Aur kia karoon? Main jis lerki ko bhulna chah raha hoon,uska naam hi yaad nahin aa raha.
hum film india ki dekhty ha, songs india k suntey hai,
fashion india k karty hai tu phir jab pakistan match harta hai
tu ghussa q jeet bhi tu india ki honi chaiye na ?
Kissi Se Nahi Kaha Tere Fasanay Ko .. janay kaisay Khaber Ho gai zamanay ko … “GATTAR” band ho gaye sarey shaher ke …. Kis Ne Khaha tha tumhien nahanay ko..