Khan SMS Messages474 messages

Ek Chotta Sa Afsaana

Zindagi Me Pheli Bar 31 May Ko Main Ne Apni Pyari Si

Girlfriend K Sath Date Pe Janay Ka Socha,Zehar Khanay Ki Dhamki Pe Ussay Razi Kya 0r Theek 12:00

Baje Ka Time Diya But Meri Bad-Qismati Dekho Poray Pakistan Me

31 May Ko 12:00 He Nhi Baje Aaah!

Jeeney Do

Musharaf
Khana Pina Rang Udana
Is Rang Ki Dhundh me hame na bhulana.

Geet Gao Khoshiya manao
Bolo mithi boli
hamari tarafse Aapako
HAPPY HOLI..
Aazan DainGi Tumhari Aankhain
Tumhaare Misray Adaa Karain Gi
Tum Aisa Karna K Rah-e-Haqq Main
Hussain Parh kar Hussain liknna

Wo Barchiyan Wo Chamaktay KhanJar
wo TapTay Sehraa Pukaartay hain
Tum Aisa Karna K KarBalaa ke
Badan Pe Ja Kar Hussain liknna

Agar Kitaabat Ka Shauq Ho to
Kitaab-e-Sabar-0-Razaa Main Rahat
Jahan Shaheedo''n Ka Naam Likhna
tou Sab se Opar Hussain liknna. . .
Ali baba Rasool Nana virasat ho to aisi ho
Kia sajda tale Khanjar Ibadat ho to aisi ho
Mehraab par Ali(AS) hein to mimbar pe bhi Ali(AS)
Ka''aba gawaah dosh-e-Payambar(SAWW) pe bhi Ali(AS)

Khandaq, Uhad, Hunain to Khaibar mein bhi Ali(AS)
Hijrat ki shab Rasool(SAWW) k bistar pe bhi Ali(AS)

Har jaa Ali(AS) mileingay na daaman bachaiye
Bachna Ali(AS) se hai to jahannum mein jaaiye
Hazrat-e-Abbas(a.s.) shahay lafata k shair hain
Khandaq_0_khaibaar k woh yai karbala k shair hain
kyoun na hoon her jang main yai misley haider fathayaab
woh khuda k shair yai shair_e_khuda k shair hain

Na Maujza hai kerbala , Na Haddssa Hai Kerballa
Jo Khoon Say Likha Gaya woh Faislla Hai Kerballa

Her aik ''Jabbr'' kay Khilaf Khair Kay Muhaz per
Jo Mustakil Bappa Rahay woh Ma''rka Hai Kerballa

Sanan-o-Khanjjr-o-Kamaan , Mashq-o-Chadder-o-alum
Nishaniooon Ka Ajjab, silsalla hai Kerballa.
Khanna e rab me imamat ka ka ujala utra
daikh kar shahkle ali chand ka chehra utra
Aaj bhi kaabay k chaker me hy masroof jahan
Ajj tak mola ali taira na sadqa utra

Sadaqaton ki nishani hussain hay
duniya me inqilab ka bani hussain hy
dushman ko jis nay apney lahoo say shikast di
Woh mard e haq woh haider e sani hussain hay
Kabbah Ali(a.s) k faiz se gulzaar ban gaya.
but Khanay se jo badla bawaqar ban gay...
Kabba Ali(a.s) ka shukir manay k wastay...
kala libass pahn k azadar hogaya...
Daagh e Matam jo seenay se laga rakkha hai
Dil ko Mola ka aza Khana bana rakkha hai
Mushkilo soch k aana mere ghar ki jaanib
Meine Ghazi(AS) ka alam ghar pe laga rakkha hai
Parwardigar
Suna Hy k Tu Rehta Hy Sheh-Ragg k Qareeb

Jab Khanjar Gardana-e-HUSSAIN Pe Chala Tou Tujh Pe Kia Guzri ???

Allama Iqbal
Kissi ki itni(insult) b na karo k wo ainda sey tumhein milnein sey pehley 100 bar sochey,kyun k Dil ko duKhana achchey logon ka shewa nahee hota