Khan SMS Messages474 messages

kabhi zid kr k aur kabhi Khana na Khany ki dhamki dy kr
aur phir fakhar kea krta
mezaj main hat dharmi aur zid tuu ab b wesi hi ha
lekin hat dharmi aur zid sehny wala koi nahi
dhamki b dy sakta hon
lekin dhamki main any wala koi nahi
es k bawjud
jo kuch b chaha ha jesy tesy hasil kea ha
aur duniya ki beshumar nemat''ain muyasar hain
magar
wo lamhy jo beet gay
aur waqt jo guzar gaya
kahan say laa''on aur kis say mangon??
Soch Samjh Lena Qadam Uthanay Se PEhlay

Kahi Kho Na Jao Manzil Anay Se Pehle

Mukhliss Dost Se Marhoom Na Ho Jao Kahi

Yeh Soch Lene Usay Azmanay Se Pehle

Tumharay Siny Me B Darkhta Hai Ek Dil

ye Soch Lena Kisi Ka Dil DuKhanay Se Pehle

Umar Br Kon Kisi K Liye Rota Ha

Log Sirf Rotay Hain DAFNANAY Se Pehlay
Soch Samjh Lena Qadam Uthanay Se PEhlay

Kahi Kho Na Jao Manzil Anay Se Pehl
Mukhliss Dost Se Marhoom Na Ho Jao

Kahi
Yeh Soch Lene Usay Azmanay Se Pehle
Tumharay Siny Me B Darkhta Hai Ek Dil
ye Soch Lena Kisi Ka Dil DuKhanay Se Pehle

Umar Br Kon Kisi K Liye Rota Ha

Log Sirf Rotay Hain DAFNANAY Se Pehla
From Saawariya Movie
Teri baat hi sunane aaye
Dost bhi dil duKhane aaye
Phool khilte hain to hum sochte hain
Tere aane ke zamane aaye
Dil dhadkta hain safar ke samay
Kaash phir koi bulane aaye …….
College Ke Din Yaad Mai Kuch Yaad
Ye degree bhi le lo, Ye naukari bhi le lo
Bhale chahe le lo mujhse US ka visa…
Magar mujhe lauta do college ki canteen
Woh parantha Sassi ka, Woh KL ki choumeen..
Woh mess ka sexy Khana, bina kha ke wapas bahar aa janaa
Karna wait extra messing ki, yehi hai life meri
Log to milte hai yaha dil duKhane ke liye,
Wo bhi laye the hume maujon me dubane ke liye,
Wo hawao ki tarah rukh badal lete hai,
Hum nasibon se ladte hai jinhe pane ke liye..........;->
har darKhan k saath dil tere nam leta hai,
tere khayal meri toti sanson ko tham leta hai,
jb b tanhaiyan satati hain,
tere tassawor mere hath tham lete hai
Sondhee Mittee Kee Khushboo Mien Liptee Huyee Kucch Yaadien
Phoolon Kee Pankhuriyon Mien Sahejay Huye Kucch Lamhaat
Uss Aksmaat Mulaaqaat Kee Goonjtee Huyee DharKhan
Ek Ghazal Mien Gholee Huee, Kisikay Lafzon Kee Misree
Zehen Mien, Be-Khauf Failtaa Hua Ek Tassavvur Ka Jaadoo
Waqt Kee Aankhon Say Giree Huyee Ek Ashq Kee Boond
Shabnam Say Churayee Huyee, Thorhee See Numee
Ek Ajnabee Say Milee, Be-Takalluf Hansee
Unkee Jhalak Ka Muskurata Hua Khumaar
Ek Chashm Mien Tairtee Huyee Jheel Kee Gehraayee
Zehan Kay Aangan Mien Kheltay Huey Khayaalon Kay Kehkahay
Ek Manzil Pay Baithay Huey Intezaar Kee Kashish
Tumhari zulfein tumhari palkein
Tumhari aankhein tumhara chehra
Tumharay shaanay
Surahi daar garden
Kalion mein Khanktay kangan
Hinaai haathaon mein unglion
Ki haseen purrain k jin mein
Sandal mehak rahi hai
Yeh naram saanson ki gungunahat
Qadam uthao tu dharkanein sath
Chorti hainbadan ka har zawiya qyamat
Nahi tumhari missal gori
Kamal ho tum kamal gori
Tunicsay sab kuch haseen hai
Lajawab hai par
Meri nahi hai
Tumhara kuch bhi mera nahi ha
wo mujh ko bewafa ka laqub deta hai
saans chalti hai mgr murda bna deta hai...

mt pooch us k maiKhaney ka pata aey saqi
us k sheher ka to pani b nasha deta hai.
~Kisi ne kaha tha kisi se na kehna~

~Lage chot dil pe to Khamosh rehna~

~Jahan chot Khana wahin Muskurana~

~Magar is ada se k ro de Zamana.
Zakham Dene Ka Andaaz Kuch Aisa Hai
Zakham Dekar Poochte Hein Aub Haal Kesa Hai
Kisi Eik Se Kya Gila Karein "R.A Khan"
Poore Zamaane Ka Mizaaj Eik Jesa Hai