Ashi SMS Messages227 messages

Kachi Deewar

Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujh ko
Apni Nazron Mai Basa Ker Na Giraana Mujh ko



Tum ko Aankho Mai Tasawwoor Ki Tarah Rakhta Hoon
Dil Mai Dharkan ki Tarah Tum bhi Basana Mujh ko



Baat Karnae Mai jo Mushkil ho Tumhein Mehfil Mai
Mai Samajh Jaaonga Nazron Se Bataana Mujh ko



Waada Utna Hi Karo Jitna Nibha Sakte Ho
Khawab Pura jo na ho wo na Dikhana Mujh ko



Apne Rishtey ki Nazaakat ka Bharam Rakh Lena
Mai to AAshiq Hoon Deewana na Banana Mujh ko



Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujh ko
Apni Nazron Mai Basa Ker Na Giraana Mujh ko
Har Bat Pay Ab To Hasna Acha Nahi Lagta.
Gham_E_Ashiqi Say Hatna Acha Nahi Lagta.

Khirki Mai Mera Koi Intezar Nahi Karta Ab.
Teri Ghar Say Ab Guzarna Acha Nahi Lagta.

Rahoon Mai Teri Yad Kay Jugnoon Hain Ja Baja.
Ab Saath Kisi Kay Chalna Acha Nahi Lagta.

Aye Jan Tumhain Kab Tak Har Bar Manaon Mai.
Har Bat Pay Bigarna Acha Nahi Lagta.

Sono Kabhi Ankhoon Ko Khay Detin Hain Yeh Bohot Kuch.
Har Bat Zaban Say Kehna Acha Nahi Lagta.

Sawan Ki Rutoon Ko Chup Chap Ganwa Deta Hun.
Darakhtoon Say Ab Lipatna Acha Nahi Lagta.

Dastor_E_Zaban Bandi Seekhi Hai Choat Kha Kar.
Halay Dil Sabhi Say Kehna Acha Nahi Lagta.

Ab Kisi Nigah_E_Shoq Ko Intezar Nahi Hai Mera.
Ab Aass Kisi Ki Rakhna Acha Nahi Lagta.
Behtay hoay pani ko rokon kaisay,,
Yeh safar chahton ka choron kaisay,,,
tum bin nahi hai adat is dil ko dharknay ki,,
tum bin piyar ka Ashiyan banaon kaisay,,,
yeh duniya hai nafrat say bhari,,
her mor per hai mushkil khari,,,
tum bin her mushkil ko sahon kaisay,,,
her sapna sajh jata hai,,,
aankhon kay band hotay hi,,
sapnay tote janay kay dar say yeh nigahyn kholon kaisay,,,,
tumhe.n hai shauq agar bijaliyaa.N giraane kaa
hamaaraa kaam bhii hai aAshiyaa.N banaane kaa.
sunaa hai aap hai.n maahir havaa chalaane me.n
magar hame.n bhii hunar hai diye jalaane kaa
MOHABBAT Kya Hai?

Urdu Nay Kaha
Bewafaon Ka Khel Hai

Maths Nay Kaha
Khushi+Ghum

Islamiat Nay kaha
Ibaadat Hai

Geography Nay Kaha
Diloun Ki Serhadein Open Kernay Ka Naam Hai

Science Nay Kaha
Do Diloun K Darmian KAshish Hai

History Nay Kaha
Taj Mahal Ka Dusra Naam Hai

Aur Ap Kia Kahte Ho..?
Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujh Ko
Apni Nazron Mein Basa Kar Na Giraana Mujh Ko

Tumko Aankho Mein Tasavur Ki Tarah Rakhta Hoon
Dil Mein Dadhkan ki Tarah Tum bhi Basana Mujh Ko

Baat Karnay Mein jo Mushkil ho Tumhay Mehfil Mein
Main Samajh Jaaonga Nazron Say Bataana Mujh Ko

Vaada Utna Hi Karo Jitna Nibha Saktay Ho
Khawab Poora jo na ho woh na Dikhana Mujh Ko

Apnay Rishtay ki Nazaakat ka Bharam Rakh Lena
Main to AAshiq Hoon Deewana na Banana Mujh Ko
Gam nahi waha jaha ho fasana tera,Khushiya dhundti rahe aAshiyana tera,Wo waqt hi na aaye jab tu udas ho,Ye duniya bhula na sake muskurana tera..
Lambe safar mein
AAshiyana ho tum,
Akele raaston ka
Yaraana ho tum,
Sochte hain Tum bin
Zindagi kaisi hoti,
Kyunki hamari har
Khushi ka Bahana ho TUM...
Mera Khamosh Reh Kar Bhe Unhain Sab Kuch Suna Daina...
Zuban Say Kuch Na Kehna Daikh Kar Aansu Baha Daina...

NAshiman Ho Na Ho Falak Ka Mashghala Thehra...
Kay Do Tinkay Jahan Par Daikhna Bijli Gira Daina...

Main Mujrim Hoon Mujhay Iqrar Hai Jurm-E-Muhabbat Ka...
Magar Pehlay Khata Par Ghor Kar Lo Phir Saza Daina
Hum To Kitno Ko Mehjabeen Kehtay
Aap Hain Is Liye Nahin Kehtay
Chaand Hota Na Aasman Pay Agar
Hum kisay Aap Sa Haseen Kehtay
Aap nay Auron Say Kaha Sub Kuch
Hum Say Kuch To Kabhi Nahin Kehtay
Raat Dekha Tha Jate Jate Unhain
Chaand Ko Apna JanAshin Kehtay
Hum To Kitno Ko Mehjabeen Kehtay
Aap Hain Is Liye Nahin Kehtay
Chaand Hota Na Aasman Pay Agar
Hum kisay Aap Sa Haseen Kehtay
Aap nay Auron Say Kaha Sub Kuch
Hum Say Kuch To Kabhi Nahin Kehtay
Raat Dekha Tha Jate Jate Unhain
Chaand Ko Apna JanAshin Kehtay
bhOoli BiSrii yAdOun Ki KirnOun Ko Saja Kar rOye hAin
Wo Chehra Jab yAad Aaya hUm Shama jAlla Kar rOye hAin

Sath tUmhara Kia chOota Tha dArd Sey Har RiShta tOota Tha
Yeh AanSOo hAin KhUshi K AanSOo tUm Ko Pa Kar ROye hAin

Apni Hii majbOori Thi jO hOnt Hmaray khUl Na Sakay
jAb Bhe Manga KHUDA Sey Tumhien bUs Haath Utha Kar rOye hAin

yAad hAi Ab Tak Shaam e jUdaii Wo Palkien Bhe Bheegi Thien
"RAshid" Aaj Unhien AankhOn K Khwaab Saja Kar rOye hAin