Ashi SMS Messages227 messages

Humsafar ne ki bewafai humse
To Ashiyan bhi amnoon ho gayi
Ab apne khayalon ke safar me dil tute
To hume gumnaami ke raste mil gayi
Aj un aafsanon ki arzoo me dharkane gum ho gayi
To yeh badnaseeb asra un sarkonme kahin kho si gayi
Aj un badnaam gali me kahin kho gaye humari alfaaz
Yeh badnaami ke ajeeb ittefaq hain unki humse aitraaz
Yeh badnaseeb zarhanawazi kare us chehre ki armaan
Sau chehreke ek chehrese juri hay humari dastaan
Us chirag ki kasam aj ruswayi liye mohabbat ke saaz
Wah kismat! itmaam humsafar ke bewafai huye raaz
Ja aj batade us bewafase ki humne jala diye woh paygaam
Kasam us bewafai ki, manzoor hay hume jhute ilzaam.
mere dukh kii koii davaa naa karo
mujhko mujhse abhi juda na karo


ye sikhaayaa hai dostii ne hamein
dost banakar kabhi wafaa na karo


ishqq haii ishqq, ye mazaak nahiin
chand lamhon mein faisala na karo


aAshiqii ho yaa baandagii ''faakir''
bey-dilli sse to ebatidaa na karo
Aapi nigahon mein jabse dekha hain,
Koi bhi aaina accha nahi lagta,
Apki mohabbat pe Aise hue hain aAshiq,
Ki aapko koi aur dekhe toh accha nahi lagta
Chaman ki bahaaron mein tha aAshiyana ,

Na jaane kahan kho gaya vo zamana ,

Tumhen bhuulane ki ma koshish karunga ,

Ye vaada karo ke na tum yaad ana ,

Mujhe mere mitne ka gam hai to ye hai ,

Tumhen bevafaa kah raha hai zamana ,

Khudara meri qabr pe tum na aana ,

Tumhen dekh kar shaq karega zamana .
Agr woh pochein tou un se kehna un ka aAshiq basta tha yahan

Dekhna un ko woh pepal ka peid aur kehna gaaney woh tanhai mein gungunata tha yahan.

Le jana un ko darwazey pe aur kehna intezaar woh kiya karta tha yahan.

Phir rakhna ungli dil pe aur kehna.. Shikayat karta tha ke dard hota hai yahan.
Titlion Ki Khwahush To,


Titlion Se Naazak hY,


IS Tarah Ki Khwahish Ka

Raang Roop Dhalne main,

Kitne Dair Lagti hY,

Titlion K Dil Awaiz

Naram Naram Pankhon Se,

DilkAshi Utarne Main


Dair Jitni Lagti hY.
meri sarKAshi B Thi munfarid
meri aajzi B Kamal thi,



main Ana Parast bala ka tha,
So Gira to Apne hi Paon main.
Is Hasrat Se Mila Kya Mujhko
Ik Jhalak Mere Dildaar Ki
Is Muhabbat Se Mila Kya Mujhko
Bechaini-O-Beqarari Yaar Ki,
Is Ashiqui Se Mila Kya Mujhko
Ik Sunahari Raah Ishq Ki,
Aur Tere Pyaar Se Mila Kya Mujhko
Ik Raah Jeene Ki Hamvaar Si.
Aaj Kyun Kisi K Yaad Sone Nahi Deti
Iss Zamane Ki bandish B Rone NAHi deti
Kesi KAshish Hai Teri
Jo Tujhe Mera Aur Mujhe Kisi Aur Ka Hone Nahi Deti
Apne Siwa Batao Kabhi Kuch Mila Bhi Hai Tumhain ...

Hazaar Baar Lee Hyn Tum Ne Mere Dil Ki TalAshiya''n ... :)
vo log bohut Khush-qismat thay
jo ishq ko kaam samjhtay thay
yaa kaam say aAshiqii kartay thay
ham jiitay ji masruuf rahay
kuch ishq kiya kuch kaam kiya

kaam ishq ke aa''ray aataa raha
aur ishq se kaam ulajhta raha
phir aaKhir tang aakar hum nay
donon ko adhuuraa chhorr diya
waqt jab humein kareeb laya,
tab pyaar ne apna beej boya.
waqt woh bhi kya haseen tha,
jab dil humne khoya thaa.
najar ne jamm yun peelaya tha,
ki nashein main jhuma saara jahan thaa.
pyaar humein kareeb yun laya ki,
har sapne ko aAshiyan mil gaya.
jeevan humhara naam tumhare ho gaya,
aur saath pheeron ne indradhanush ke raangon se isse bhar diya.