Ashi SMS Messages227 messages

AAshiyaan Banane ka Apko mauka to milA

hum ny Jb B dewaar Uthayi,toofanoo ka Tohfa he miLa
Tabiyat in Dinon,

Begana gham ho jati ha,

Mere hisay ki goya har khushi kam ho jati ha,

Wahi ha Shahid-o-Saqi,

Magar dil bujhta jata ha,

Ke mehfil to wahi ha,

Dil kAshi kam hoti jati ha,

Wahai ha Shama,

Laken Roshni kam hoti jati ha.
ek lafaz mohabbat ka adna yeh fasana hay
Simtay toh dil e aAshiq phaylay toh zamana hay
Kaho Ik Din Tum Aao Gey
Jhuki Hein Ab Meri Nazrein
Tumhe Jo Yaad Kerti Hein
Baharein Laut Lao Gey
Kaho Ik Din Tum Aao Gey

Woh Sari Teri Perchaiyan
Tasawar Ki Woh Tanhaiyan
Jo Aankhon Se Barasti Hein
Kaho Sab Chor Aao Gey
Kaho Ik Din Tum Aao Gey

Ye Arzan Hai Khazan Hum Per
Pholon Ka Hai Eeman Tum Per
Muhabat Tor Lao Gey
Kaho Ik Din Tum Aao Gey

Kyun nazrein teri piyasi hein
kaho kis ki matlAshi hein
hakiqat ban ke aao gey
khawabon ko tor jao gey
Kaho Ik Din Tum Aao Gey
isi chamn me hi hamara b ik zamana tha
yahin kahin koi sada sa aAshiyana tha

nasib ab to nahi shaKh b nasheman ki
lada hua kbhi phulon se aAshiyana tha

teri qasm are o jald ruthane vale
gurur-e-ishq na tha naz-e-aAshiqana tha

tumhin guzr gaye daman bacha kr vrna yaha
vahi shabab vahi dil vahi zamana tha
Sunoo!!!

mujhy dukh es baat ka nahi
k
meri zaat ko muntAshir karne wale haath
tery thy.........

mujhy dukh faqat es baat ka hai
meri reza reza zaat ko samaitny waly haath
teray nahi thay......
itni kAshish to ho nigah-e-shoq mein.....saqi.....

idher dil mein khayal aaye!udher tumhara deedar ho jaye.!
Waqt guzra tu yah malaal howa.
Khatam ak zindagi ka saal howa.
Kitne shiddat say koee yaad aya.
Aaj jeena bara mahaal howa.
Soch ke jheel main gira pathar.
Be sabab mustAshirkhyaal howa.
Lo dekhay bohat magar jana.
Koe teri kaha misaal howa.
Ek Tooti hui zanjeer ki Faryad hain Hum.

0r Dunya
samajhti hai k
Azad hain Hum.

Is Ashiqui ne Hum ko dya kya hai.

Kal Bhi Barbad thy or Aaj B Barbad hen Hm.
na rakh umeed e wafa ksi parindy sy.

zara par kya lagy apna hi Ashiyana bhool jaty hain..
Gulon ke beech tera chehra bada suhaana lagey
Chaandni raath mein chaand bhi ab puraana lagey
Shabnum bani sharaab teri must nigaahi ka hai asar
Husn tera hamein maikadey se judaa na lagey
Ghar baith ke peeney lagey jo hum teri nigaahon se
Soona soona zamaaney ka har maikhana lagey
Bijliyon se thi nafrat inhein aadtah aAshiyaan jalaney ki
woh hans ke bijliyaan dil pe giraayein bhi to buraa na lagey
leliye ghum inkey tamaam hamein jo azeez they
ki aabaad sada ghumon se dil ka khazaana lagey
sambhaali hai khud kashti tofan-e-ghum mein
ki na-qudaa bhi ab ilyas ko na-qudaa na lagey
mohabbat na samajh hoti hai samjhana zaroori hai
jo dil main hai use aankhon se kehlaana zaroori hai
usoolon per jo aanch aaye tou takraana zaroori hai
jo zainda hai tou phir zinda nazar aana zaroori hai
bohot bebaak aankhon main talluq tik nahin sakta
mohabbat main kAshish rakhne ko sharmaana zaroori hai
saleeqa hi nahin shaayad use mehsoos kerne ka
jo kehta hai khuda hai tou nazar aana zaroori hai