Ashi SMS Messages227 messages

Main Muskurata tha Loghon k Gham dekh Kar Magar ab
Har Waqat mere Ashiyaane pr Ghar ka Qiyaam rehta hai

Tu muj se Bichar Jaye Main Soch Saqta nahi tha
Main samajhta tha Har koi Apna Kalaam kehta hai

Zindagi Bhar inkaar Karte RAhey Naam Sharaab se Nasir
Magar ab har waqat hathon mein Jaam rehta hai..!!!
Dil hona chahiye jigar hona chahiye,

AAshiqi ke liye ek hunar hona chahiye.

Nazar se nazar milne par ishq nahi hota,

Nazar ke us paar bhi ek asar hona chahiye.
Bhujay bhujay say ajeeb din hain
Khuwab hai na khayal koi
Na mnzaron mein koi kAshish hay
Na mosamon mein jamal koi
Hum aik doojay ko apni apni
Adhoori ankhon say dekhtay hain
Hamari barson ki chahaton par
Utar raha hai zaawal koi
Jo hasna chahein tu ashk niklein
Jo rona chahein tu hanstay jaein
Hamary jazbaat girvi rakh kar
Bana raha hai missal koi
ghar likhoon kabhi kahani zindagi ki, terey zikr sey shuru karoon terey naam pe tamam kar doon,

kya karoon boht khuddar sa aAshiq hoon,warna jahan sey mangoon tujhe aur apney naam kar doon
Meray dard ki kahani meri hasraton sey poocho,
Mein luta hoon kaisey meray doston sey poocho,

Jo khuda tha meray dil ka,mera dil usi ney tora,
Yeh ghamo ki sarhadon par mujhey kis ney la chora,

Ussey mein ney kitna chaha dharkano sey poocho,
Mein luta hoon kis tarah meray doston sey poocho,

Yeh saza meray naseeb ney dee meri aAshiqui ki,
Diya jis ko dil ussi ney meray dil sey dillagi ki,

Mein kahan kahan jala hoon meri hasraton sey poocho,
Mein luta hoon kis tarah meray doston sey poocho.
AAshiq hai tere sadiyo se hum....
itni mohabbat kisne ki hai sanam....
hadd se ziyada chaaha hai tumko humne....
maange tu jaan vi toh piche hatege na kabhi mere kadam....!!! !
Jo Meray Zabt Ka Sheraza MuntAshir Kar De...








Tere Sitam Ko Abhi Woh Ada Nahi Aye..!!!
Aye Dil kisi ki yaad mein rona Fazool ha,
Aansu Bare Anmol hein inhen khona Fazool ha,
Roo tu un k lia jo tujh par nisar han,
Un ke lia keya rona jin ke Ashiq Hazar hein....
Anmol Ankhon Mein Jo Tahreerain thi

Honton Pe Wo Bol Na Thay

Hum Thay Uss K Payar K AAshiq

Bas Hathon Mein Kashkol Na Thay

Hum Ne Usko Toot K Chaha

Ye Uss Ka Haq Tha

Lakin

Wo B Hum Ko Toot K Chahe

Hum Itne Anmol Na Thay...!
Ye zaat firqay ka tu ik bahan tha
Usay tu youn bhi hamein chor jana tha
Hum us k aik ghar ko apna samajhty rahay laikin
Us ka tu har morr par aAshiyana tha
Yeh us ka qasoor nahi wo majboor tha shayad
K uski fitrat mein hee dil dukhana tha
Mujh ko talab thii faqat uski chahat ki
Aur uski tu chahat hee sara zamana tha
Main To nA ThA us Ka TalabGaar''FARAZ''

KAshish he us mAin Kuch Aysi Thi k zid Bn Gaya Wo meri.
Aaj barish hoo rahi thii,
aaj phir in boondon main yad thee thumhari
na jane kya kAshis the rimjhim in barish ke boondon main
jo mujhe kheech le jatee hain tumhare pas
ye janta hoon ki nahi chatee ho tum mujhee
par zaroori to nahi ki is bat ko main manoo bhi,
Jo kabhi milogi to poochunga tumse
kya ye barish tumhe bhi satatee hain
pyar na sahi
nafrat se bhari humari bhi kuch yadeen latee hai.