Ansu SMS Messages220 messages

Mujhko Ruswa Sar-E-Mehfil To Na Karwaya Kare,
Kash AAnsu Meri Aankhon Mein Hi Reh Jaya Kare,

Aye Hawa! Maine To Bas Unka Pata Puchha Tha,
Ab Kahani To Har Baat Ki Na Ban Jaya Kare,

Bas Bahut Dekh Liye Khwab Suhane Din Ke,
Ab Wo Baaton Ki Rifaqat Se Na Behlaya Kare,

Ek Musibat To Nahi Tooti So Ab Is Dilse,
Jis Kayamat Ne Guzarna Ho Guzar Jaya Kare,

Jiske Khwabon Ko Main Aankhon Mein Saja Kar Rakhun,
Iski Khushbu Kabhi Mujhko Bhi To Mehkaya Kare...
Rulana Har Kisi Ko Ata He,
Hasana Kisi Kisi Ko Ata He.
Rula Ke Jo Mana Le Wo Sacha Yaar He
Or Jo Rula Ke Khud Bhi Ansu Bahaye Wo Pyar hai
UNHE KISSA-E-GAM SUNATE SUNATE
KATI RAATEIN AAnsu BAHATE BAHATE

KAHI BUJH NA JAYE CHIRAAG-E-TAMANNA
CHIRAAG-E-MOHABBAT JALAATE JALAATE

KISSI KO KHABAR HI NAHI LUT GAYAA HU
MOHABBAT KI DUNIYA BASATE BASAATE

KEHDE KOI UNSE.....
WO KHUD BAAZ AAYE APNE SITAM SE
HUM THAK GAYE HAIN MANATE MANATE
Sirf bandhan ko viswas nahi kehte,
Har aAnsu ko jazbat nahi kehte.
Kismat se milte hai ye riste zindagi mein,
isliye rishto ko Kabhi itefaq nai kehte
Meri aankho me apna chehra dekh lo,
yaha aaino ka bazar nahi hai,
in labo pe hamesha muskan rakhna,
yaha aAnsuo ka koi khrid dar nahi hai.
maine khuda se pucha
keemat kya hai pyaar ki
khuda bola
AAnsu BHARI AANKHEIN AUR UMAR INTEZAAR KI..!!!
Wo To PANi Ki Boond Hy
Jo
Ankhon se Beh Jae

Ansu To Wo Hy
Jo
TARAP K Aankho Me Hi Reh Jae

Wo PYAR Kia
Jo LAFZON Me BAYAN Ho

PYAR Wo hy
Jo Ankhon Me NAZAR Aae
Aankho Me AAnsu Bhi Hai Muskaan Bhi
Dhaago Me Gaathe Bhi Hai Sandhaan Bhi

Ye Dil Me Kaisee Kasak Hai…
Meri Chaahat Ajeeb Hai,Naadan Bhi

Sawarte Bhi Gaye Kabhi,Kabhi Bikhre Bhi
Khamoshi Hai Kabhi,Kabhi Tanhaai Bhi

Ye Kaise Aalam Me Rehne Lage Hum
Hasaate Hai Apne Aapko,Kabhi Rulaate Bhi

Dhoka Detaa Hai Kabhi Waqt,Kabhi Kabhi Kismat Bhi
Hum Inkaar Karte Hai Kabhi,Kabhi Izhaar Bhi

Naa Chedo Hume Hum To Gum Ho Chuke
Khuli Kitaab Bhi Hai Aur Band Kahaani Bhi
Karoge Yaad Ek Din Is Pyar Ke Zamane Ko
Chale Jayenge Jab Hum Kabhi Na Vapas Aane Ko
Chalega Mehfil Me Jab Zikr Hamara Koi
To Tum Bhi Tanhayi Dhundoge AAnsu Bahane Ko
Woh Nadiyan Nahi AAnsu They Mere
Jinpar Woh Kashti Chalate Rahe
Manzil Mile Unhein Yeh Chahat Thi Meri
Isliye Hum AAnsu Bahate Rahe
Mera Khamosh Reh Kar Bhe Unhain Sab Kuch Suna Daina...
Zuban Say Kuch Na Kehna Daikh Kar AAnsu Baha Daina...

Nashiman Ho Na Ho Falak Ka Mashghala Thehra...
Kay Do Tinkay Jahan Par Daikhna Bijli Gira Daina...

Main Mujrim Hoon Mujhay Iqrar Hai Jurm-E-Muhabbat Ka...
Magar Pehlay Khata Par Ghor Kar Lo Phir Saza Daina
nikal parte hain Ansu jab teri yad aati hai
ye wo barsat hai jis ka koi mosam nahi ha