Ansu SMS Messages220 messages

Ache dost “haath” aur “ankh” ki tarha hote hain,
Jab “hath” ko takleef hoti hai to “Ankh” roti hai,
Aur jub “ANKH” roti hai to “Hath” Ansu pochtay hain.
Mujhe aaj bhi uski Bepanaah mohabat rone nahi deti "Faraz",
.
.
.
.
Jo kehta tha "meri jaan nikal jayegi tere aAnsu girne se pehle".
Jo Ansu na hote annkho mein.....to aankhe itni khoobsurat na hoti..!!!!!!!
jo dard na hota dil mein.....to khushi ki kimat pata na hoti..!!!!!!!
jo bewafai na ki hoti waqt ne......to wafa ki kabhi chahat na hoti..!!!!!!
Agar maangne se puri ho jaati muraadein.....to uss khuda ki kabhi Zaruratt na hoti..!!!!!!!!
Tuje AAnsu Bhari wo ''DUA''
Miley

Jisey Kabhi Na Rad ''KHUDA'' Kare

Tujhe Hasrat Na Rahe Kabhi ''JANAT'' ki

Tere Aangan Me ''MUHABBATON'' Ki Aisi Hawa Chaley (Ameen)
Hassi ko inbox
AAnsu ko outbox
Gussey ko hold
Muskan ko sent
Help ko ok
Dil ko karo vibrate
Phir dekho zindagi ki
Ringtone kitni pyari hai..
Kbhi kbhi AaNSon MUSKURAHAT Se Zyada SPECIAL Hote Hen

Bcz..

SMILE Tu Sub K Liye Hoti He.

Magr AAnsu Sirf UnKe Liye Hote Hen

Jinhen Hum KHONA Nhi
Chahte:
"AAnsu" Us "Waqt"
Muqaddas Hotey
Hain ...

Jab Wo Kisi Aur k
Dukh Aur Takleef Ko
Mehsoos Kr K
Niklai''n ...
achha hai mujhe intjar nahi hai tumhara,
tumto kabhi na aane ke liye gaye ho,
tumhari kuchh yaade hai mere pass,
sirhane ke niche dabi padi,
dil ke ek kone mai,
abki aana to le jana wo sab ,
jo bikhra bikhra pada hai tumhare na hone se,
mere jehan se apni yaad,
mere dil ki wo fariyaad,
tumhari kahi hui har ek baat,
tumhare dwra di hui tumhari har ek saugat,
aur aAnsuo ki dhero katrane...........
Achcha hai mujhe intjar nahi hai tumhara,
tum to kabhi na aane ke liye gaye ho,
tumhari kuchh yaade hai mere paas...
Sirhane ke niche dabi padi,
dil ke ek kone me,
abki aana to le jana wo sab,
jo bikhra bikhra pada hai tumhare na hone se,
mere jehan se apni yaad,
mere dil ki wo fariyaad,
tumhari kahi hui har ek baat,
tumhare dwara di hui tumhari saugaat,
or aAnsuo ki dhero katrane,
Who Is Here? Who Is There?

In the Garden, when the autumn wind blows,
In the bird’s voice there is wailing and lamentation.

In the lovesick nightingale’s song there is a call,
with a different effect, a different mark.

Still, the nightingale is yearning for the love of the flower.
Still, the salamander is nesting in the oven.

Still, MAnsur is hanging on the gallows.
He says: “I’m the Truth,” yet the secret (truth) is hidden.

Still, Zulaykha is not afraid of rebuke.
Still, Yusuf is evading Zulaykha.

Still, the Christian maiden is breaching Sheikh San’an''s faith.
Still, the Sheikh is tending her swine.
PAANI

AASMAN KI TARAF UTHAY TU BHAAB
AASMAN SE NEECHAY AAY TU BARISH
JUM KAR GIRAY TO AULAY
GIR KAR JAMAY TO BURF
PHOOL KI PATTI PER HU TO SHABNAM
PATTI SAE NIKLAY TU ARAG
JAMAH HU JAYE TU JHEEL
BEH JAYAE TO NADI
JISM SAE NIKLAY TU PASEENA
AANKHOON SAE NIKLAY TU AAnsu
Bhool jayen hum tujhe ye justuju karte rahe,,,,,,
Aur dil hi dil main teri aarzu karte rahe,,,,,,
Zindagi bhar aap ki khatir ye aankhe nam raheen,,,,,,
Zindagi bhar aAnsuon se hum wazoo karte rahe.......