Ansu SMS Messages220 messages

Apki aankho mein AAnsu aur chehre pe hasi hai...Wah..waApki aankho mein AAnsu or chere pe hasi hai,Aisa lagta hai k aapki Lulli zip mein phasi hai.
Agar hum 1 Ansu hote to apki ankho se hokr apke hotho pe
marna pasandkarte, aur agr aap meri ankho k Ansu hoe to vada he mere "DOST"
hum jindagi bhar nahi rote
aankhen bandh karnge to hame hi dekhonge,
aankhen kholonge to hame hi paonge,
zindagi me kabhi rona mat,
warna un Ansuo ke sath tum hame bhi gavaoge
Ehsaas bahut hoga jab chod ke jayenge
Royenge magr Ansu nai ayenge
Jab sath na de koi to awaz hume dena
Asman par bhi honge to laut aayenge. . .


Im Thr 4 yew AlWayS !!!:):):):)
HUM HEE WAFA NIBHA NA SAKAY
TUJHE CHAHA MAGAR BATA NA SAKAY
TERI JUDAII MAIN SUBAH SHAAM ROYEE BOHAT
HAAN MAGAR TERE SAMNE Ansu BAHA NA SAKAY
Rakhay khuda nay do rastay mujhay azmanay k liye
Woh chor day mujh ya mein chor doon usay zamanay k liye
Kaisay maang loon rub say usay bhool janay ki dua
Hath uthtay nahi hain dua mein usay bhool janay k liye
Nahi ki zindagi mein meinay koi bhi neki
Par parhi hain chhup k kuch namazein usay panay k liye
Nahi hai tu na sahi who qismat mein meri
Par aik mauqa to day usay ay RAb yeh aAnsu dikhanay k liye
APNE HONTON PAR SAJANA CHAAHTA HOON
AA TUJHE MEIN GUN-GUNAANA CHAAHTA HOON

KOI Ansu TERE DAMAN PAR GIRA KAR
BUND KO MOTI BANAANA CHAAHTA HOON

"THAK GAYA MEIN KARTE KARTE YAAD TUJH KO"
"AB TUJHE MEIN YAAD ANA CHAAHATA HOON"

CHHAA RAHA HAI SARI BASTI MEIN ANDHERA
ROSHNI HO GHAR JALAANA CHAAHATA HOON

AKHIRI HICHKI(HIDCHKI) TERE ZANOO PE AEY
MAUT BHI MEIN SHAYRAANA CHAAHTA HOON
Mai Ne Poocha Kaise Ho
Badley Ho Ya Waise Ho
Roop Wohi Andaz Wohi
Ya Phir Is Mein Hoi Kami
Hijr Ka Kuch Ehsas To Ho Ga
Koi Tumhare Pass To Ho Ga
Mai Bichra ye Majboori Thi
Kab Manzoor Mujhe Doori Thi
Saath Hamara Kab Choota Hai
Rooh Ka Rishta Kab Toota Hai
Aankh Se Jo AAnsu Behte Hain
Tum Ko Khabar Hai Kya Kehte Hain?
Mai Ne Kaha Awaz Tumhari
Aaj Bhi Hai Hamraz Hamari
Phool Wafa K Khil Jayen Ge
Ik Din Hum Phir Mil Jayen Ge
Ranj-o-alam..
Dard-o-gham…
Hasrat-o-yaas…
Mun ki piyaas……..
WahshataiN…..tanhaii.yaN
AAnsuoN ka bahr-e-bekaraN
Bekali-o-bebasi….
Dard-e-dil aur bekasi……
Kitni soghataiN dai gia…..
Mujh ko wo meraa faisla
Bachpan ke dukh bi kitne ache the,
tab to sirf khilone tuta karte the.
Wo khushiyan bi na jane kaise khushiyan thi,
titli ko pakad ke uchhla karte the.
Paoon maar ke khud barish ke pani mae,
apna aap bhigoya karte the.
Ab to ek aAnsu bi rusva kar jata hai,
bachpan mein to dil khol ke roya karte the.
Bikhre Ashkon Ke Moti Hum Piro Na Sakay,
Tere Yaad Mein Rat Bhar So Na Sakay,
Bheeg Na Jai Ansuon Mein Tasveer Teri,
Bass Yehi Soch Kar Hum Roo Na Sakay
Jab Seenay K Ander
Saans k darya doltey hain
Jab sard hawa main mausam
Chup si gholty hain
Jub aAnsu palkai''n roltey hain
Jab sab awaizai''n apne apne bister par so jati hain
Tub ahesta ahesta ankhai''n kholtey hain

DUKH BOLTEY HAIN
HAAN!!
DUKH BOLTEY HAIN. . .