Ansu SMS Messages220 messages

Bohut he mudat k baad kal jub kitab-e-maazi ko main ne khola, bohut se chehrey nazar mein utrey bohut se naamon pe dil piseeja,ik aesa safha bhi uss mein aaya, likha huwa tha jo aAnsuon se,k jis ka unwan Pyaar tha, ye safha sub se he moutaber tha, kuch or aAnsu phir uss pe tapkey,phir uss se aagey main parh na paya,kitab-e-mazi ko band kar k ussi ki yaadon mein kho gaya main,agar hum saath hote tu Kesa hota,inhe khayalon mein so gaya main.....!
Ansuo ko bahut Samjhaya tanhai me aya na karo,
Mehfil me humara mazak na udaya karo,
ispar Ansu tadap kar bole,
itne logo me apko tanha pata hoon isiliye chala ata hoon
AAnsu nahi thamte
AAnsu nahi thamte hain aankhon main abhi tak
Jaate hue rota woh mujhe chorr gaya tha

Armano ki Duniya ke anmol se sapne
pal main woh mere saamne sab torr gaya tha

Jaan deta tha meri her baat pe lekin yun hi
Besabab Duniya se meri rukh morr gaya tha

Din ki tanhayi ka gham, raaton ki uddasi hamraah
Saare ghamon se rishta mera jorr gaya tha

Aey kaaaaash koi jaa ke usse pooche
Yahan kis ke sahare pe mujhe chor gaya tha...
Neend apni bhula k sulaya hum ko...

AAnsu apney gira k hasaya hum ko..

Dard kabi na dena un hastiyon ko...,

ALLAH ne maa baap banaya jinko
Hum to wo log han jo
Na kisi k dast-e-shumar mein han
Na kisi ki nigah k hisar mein han
Yun jeise sadiun ka ho be-ant safar
Sehra sehra phirta koi khak basar
Kya puchte ho kon han hum
Ham to jugnu bi nahi han
K ksi ki ankh mein chamakte
Ham to Ansu ki tarhan han
Ankh se tapke or dub gaey
Mohabbat ki aass mein
Garh se nikle or besimt musafat mein
Darbadar phirte huey
Ksi benam shaam ki nazar huwe..
Kya kya Tere Naam likhon. . .?

"DIL" likhoon k "JAAN" likhoon?

AAnsu chura k Teri Pyari Aankhon se. . . !


Apni har Khushi Tere Naam Likhoon
Ankhon Se Kyo AAnsu Jhalak Jate Hain,

Tanhaiyo Me kyo Gam Yaad Aate Hain.

AAnsu Ponch Kar Koi Ye To Bata De Hume,

Rulane Wale Hi Aksar Kyo Yaad Aate hain.
Ek raat wo mile khwab mein,


hamne pucha kyon thukraya aapne.


Jab dekha to unki aankho mein bhi aAnsu the,


phir kaise puchte kyon rulaya aapne
KiSi rOz miLo tAnhAi mEiN,
kiTNi bAtAiN kEhNi hEiN,
tErA hAtH pAkAr kAr rOnA hAi,
tEri aAnKhOn mEiN kHoNa hAi,
pHiR aAnKhOn sEy kUcH kEhNa hAi,
oR lAfzOn nEy chUp rEhNa hAi,
aAnsu bHi tO ziDd kArtAy hEiN,
INhAiN tErAy sAmnAy bEhnA hAi..!
kiSi rOz miLo tAnhAi mEiN,
KhUwAbOn kI eK pArchAi mEiN.../
Dilo me aarzu ke diye jalate rahenge,
Aankhon se aAnsu nikalte rahenge.
Tum shama bankar dil me roshni to karo,
Hum mom bankar uhee pighalte rahenge....
dard ka kard is kadar hei ki,
aankhein num rehti hein
kuch aAnsu jo humne bahaye hi nahi
or aapne sumjha hum kabhi roye he nahi
aap puch rahe the kuch meri nind ke baare mein
or ik hum hein ik umer se soye hhi nahi
tere intezaar mein jo saanse li hein ab tak
har saans ka dard kuch is kadar hei ki
tujhe pani ki koshish thi tjhe khone ka gumm hei
teri yaad mein ye aankhein barson se numm hein
Kisi ne hume aashiq kaha,

Kisi ne hume diwana kaha....

In aankhon me aAnsu tab aaye,

Jab apnon ne hume begana kaha....