Ansu SMS Messages220 messages

gaalo pe aAnsuo ki lakir ban gayi,socha na tha aisi takdeer ban gayi humne to firayi thi ret pe ungali dekha to teri tasveer ban gayi.
gaalo pe aAnsuo ki lakir ban gayi,socha na tha aisi takdir ban gayi humne to firayi thi ret pe ungali dekha to teri tasveer ban gayi.
Mayu
Gali se ek ladki guzra karti thi
Uske chehre par nakab hua karta tha
Phir bhi us par ek ladka marta tha
Shyad vo use dilo jan se chahata tha
Woh use baar baar kehta “Muh se naquab hata do apna chand sa mukhada dekha do”.
Par ladki ne muh se naquab na hataya Ladke ko apna chehra na dikhaya
Kai din beet gaye ladki ko woh ladka nazar na aaya
Ladki kuch pareshan se rehne lagi
Kisi terha puchte puchte woh uke ghar pahochi.
Padosiyon ne kaha “ Mahotarma aap ko aane main thodi der ho gaye us deewane ke to saat roz pehle he mot ho gaye”.
Padosi ne apna farz nibhaya ladki ko ladke ke kabar tak pahuchaya
Ladki zor zor se rone lagi apne aAnsuon se kabar ko dhone lagi
Tabhi kabar se ek aawaz aaye
“Waqt waqt ke baat hai pehle tumhare chehre par naquab tha aur aaj humare chehre par hai”
UNHE KISSA-E-GAM SUNATE SUNATE
KATI RAATEIN AAnsu BAHATE BAHATE

KAHI BUJH NA JAYE CHIRAAG-E-TAMANNA
CHIRAAG-E-MOHABBAT JALAATE JALAATE

KISSI KO KHABAR HI NAHI LUT GAYAA HU
MOHABBAT KI DUNIYA BASATE BASAATE

KEHDE KOI UNSE.....
WO KHUD BAAZ AAYE APNE SITAM SE
HUM THAK GAYE HAIN MANATE MANATE.
"i REALLY MISS U"
Raat meri aankho se ek aAnsu nikal aaya
Maine usse pucha tu kyo aaya
To usne mujhe bataya ki dear!
Koyi in aankho me etana hai samaya ki
Mai chah kar bhi apni jagah na bna paya.
Log kanto se bach ke chalet hai..

Humne to phoolo se zakham khaye hai..

Tum gairo kee baat karte ho..

Humne to apne bhee aazmaye hai..



U to khwab aksar hee toot jate hai mere..

Phir bhee kuch toote khwab apne liye bachaye hai..

Wo gairo se kuch nahi chupa pate..

Humne apni aankho se bhee aAnsu chupaye hai..
Hamari kismet yeh thee kay hamsafar bhi hamein
Wohi milay jo bohut yaad aane vale thay,

Bhalaa gamon say kahaan haar jaanay vale thay,
Ham Ansuon kee taran muskuraanay vale thay,
Hamiin nay kar diya ailaane –gumraahi varna,
Hamaaray peechhay bohut loag aanay vale thay,
Main jin ko jaan kay peh-chaan bhi nhi sakta,
Kuchh aisay loag mera ghar jalaane vaale thay,
Hamari kismet yeh thee kay hamsafar bhi hamein,
Wohi milay jo bohut yaad aane vale thay,
Rulana Har Kisi Ko Ata He,

Hasana Kisi Kisi Ko Ata He.

Rula Ke Jo Mana Le Wo Sacha Yaar He

Or Jo Rula Ke Khud Bhi Ansu Bahaye Wo Pyar hai
Khushi Ko Karo Save
Rishto Ko Karo Recharge
Dosti Ko Download
Dushmani Ko Erase
Sach Ko Broadcast
Jhuth Ko Switch Off
Tension Ko Not Reachable
Pyar Ki Incoming On
Nafrat Ki Outgoing Off
Language Ko Control
Hassi Ka Outbox Full
AAnsu Ka Inbox Khali
Gusse Ko Hold
Muskan Ko Sent
Help Ko Ok
Self Ko Autolock
Dil Ko Karo Vibrate…

Always Be Happy
&
Good Morning
Ummid ki Imarat deh gayi,
Aankhon se aAnsu ki nadi beh gayi,
Tumhaari kya izzat reh gayi,
Jab padosi ki ladki tumhe bhaiyya keh gayi!!!
Rishtoon ki yeh Duniya hai nirali
Sab Rishtoon se Pyari hai dosti tumhari
Manzoor hai Ansu b Ankhoon main hamare
Agar a jaye Muskaan hout pe tumhare
Na jane tum par itna yakeen kyun ha.

Tera har ik khayal haseen kyun ha.

Kehte hein pyar ka dard metha hota ha

Phir ankh se nikla hoa ye aAnsu namkeen kyun ha