miss u
barish ki bondoo ko apni hatheli mein samet ker dekho, jitni bondain tum samet paye utna yaad tum hamay kertay ho or jitni bondain gir gaye utna yaad hum tumhain kertay hain
Tumhara hamara rishta to aankhon aur palkon jaisa hai, Agar palak kuch der na jhapke to aankh ro deti hai, Aur agar aankh mein kuch chala jaye to palak tadap uthti hai