Wo jo milta hai sub bhula daita hai
Janay kis baat pay dil usko dua daita hai
Wo mujhay pyar say rootay main hasanay wala
Yaad aata hai to hastay main rula daita hai
zindagi ke din kaise bhi hoon guzar jayein ge,,,,ek din hum bhi chupke se mer jayein ge,,,,aaj rehte hain aap ke dil mein yaad ban ker,,,,kal ansoo ban ker ankhoon se nikal jayein ge...
Dil se dil tak,
Jaan se jaan tak,
Din se raat tak,
Kal se aaj tak,
Aap se mujh tak,
January se december tak,
Meray SmS publish hone se Tumharay SmS parhnay tak,
I MISS U.