Ansu SMS Messages220 messages

Kabhi Ansu kabhi khushi bechi,
hum garibon ne bebasi bechi,
chand sanse hain kharidne ke liye,
roz marti hui zindgi bechi.
Stane lage mujhe jb mere hi saye,
preshan hoke maine roshni bechi.
Ek hum the jo khud hi bik gaye,
vrna logon ne dosti bechi
dosti hoti nahi bhool jane ke liye,
dost hote nahi bichhad jane ke liye,
dosti karke khush rahoge itna ki,
waqt nahi milega aAnsu bahane ke liye.
Apni jindagi main mujhe sharik samjna,

Koi gam aaye to karib samjna,

De denge muskrahat aAnsuon k badle me,

bas hazaron DOSTO me thoda aziz samjhna
Kyon Maangte Ho Andhere Apne Vaaste E Dost
Jab Hum Roshni Kharid Laaye Hai
Takeed Ki Hai Baharo Se K Tujhse Jaakar Mile
To Kyon Tere Aas Paas Gumon K Saaye Hai

Apne Labon Ko Kyon Siye Baithe Ho
Kya Chhupa Hai Dil Mein Saamne To Laao
Dard Ki Lakiron Ko Mitane Do Gallon Se
Tere Liye Har Lamhe Se Muskuraahte Samet Laaye Hai

Gar Karoge Bharosa Mujh Par Dost
Waada Hai Sada Saath Nibhaunga
Har AAnsun Jo Ubhrega Teri Aankon Mein
Teri Ksam Apni Aankhon Mein Sahej Laaunga
Dost 1 PIYAZ ki Tarah Hai.



uska 1/1 Parda Doosre k 7 Mohabat Se jura Hota Hai.


Agar Usko kaatoge To AAnsu k siwa Kuch Nahi Niklega
Dosti Wo Nahi Hoti Jo
"JAAN" Deti Hy

Dosti Wo Nahi Hoti Jo
"MUSKAAN" Deti Hy

Asli Dosti Tou Wo Hoti
Hy

Jo Paani Main Gira
"AAnsuU" Bhi
Pehchaan Leti Hy
Ek Din Humare AAnsu Hum Se Pooch Bethe
''''Humain Roz Roz Kyun Bulate Ho ? ''''
Hum Ne Kaha
''''Hum Naam-e-Hussain Lete HYn . . . Tum Khud Hii Chale Aate Ho''''
zindagi main bohat baar waqat asa ai ga
jb tum ko cahnay wala hi tum ko rulai ga
magar bhrosa rakhna uspar akelay main
who tum say kahi ziyada aAnsu bahaye ga
Agar kush hai woh dekh kar Ansu meri ankhon me,

to khuda ki kasam hum muskurana hi chod denge.

Tadapte rahenge use dekhne ko

magar uski taraf palke uthana hi chod denge.

Wo manjil hi kya meri jo dukh de us ko,

khuda ki kasam us manjil pe hum jana hi chod denge!
kal raat sapne ne,
teri tasveer bana dali…
DIL ko itni achi lagi
ke sene se lagi dali..
kisi ki nazar na lag jay…aAnsuon se mita dali…
Bachpan ke dukh bi kitne ache the,

tab to sirf khilone tuta karte the.

Wo khushiyan bi na jane kaise khushiyan thi,

titli ko pakad ke uchhla karte the.

Paoon maar ke khud barish ke pani mae,

apna aap bhigoya karte the.

Ab to ek aAnsu bi rusva kar jata hai,

bachpan mein to dil khol ke roya karte the.
gaalo pe aAnsuo ki lakir ban gayi,socha na tha aisi takdeer ban gayi humne to firayi thi ret pe ungali dekha to teri tasveer ban gayi.