zindagi main bohat baar waqat asa ai ga
jb tum ko cahnay wala hi tum ko rulai ga
magar bhrosa rakhna uspar akelay main
who tum say kahi ziyada aansu bahaye ga
Zindagi ki raah mein aage chalte jana har pal,
Mur ke na dekh beete hue pal
Jo nahin tha tera tujhe nahin mila,
Jo milgaya uske sath guzaar apna har pal