Karte SMS Messages381 messages

Bhool Jaun Usse Kaisi Baat Karte Ho...


Kabhi Din Ne Bhi Aaghaz Kiya Hai Suraj Ke
Bagair.

Wo Hum Ko Pathar or Khud Ko
Phool Keh Kar Muskaraya Karte Hai

Unhain Kya Pata Ki Patthar To Patthar Hi Rehte Hai

Phool Hi Murjaya Karte Hai
Tum Yeh Khabi Nahi Samajh Pao Ge
K Hum Tum Se Kitna Pyar Kartey Hai

Hum Yeh Nahi Samajh Payenge
Hum Kiyo Tum Se Kitna Pyar Kartey Hai

Khuda Na Karey Khabi Aisey Judaai Aajayi
Issiliey Apni Dill Ki Baat Dill Main Chupayi Rakhtey Hai
Milti bhi apko fursat kesy.

Yaad ati bhi meri surat kesy.

Puch unse jo bichar jate han.

Tut parti ha qyamat kesy.

Ab to sab kuch hi mayssar ha

Ab tujhe meri zarurat kesy.

Tujhse ab koi talluq hi nahi

Tjhse ab koi shikayat kesy.

Kash humko bhi bta de koi

Log Karte han mohabat kesy _;
kash koi parhta meri nazron se pegham-e-mohabat''

umar guzri hai iqbal lafzon ko ashaar Kartey...
tum kis wafa ki baat Karte ho yahan per sagar

ye log tu jaan le ker bhi dil nikal laya Karte hain.
chahre ka nisf hissa zer-e-naqaab kar k...

Karte hain husan waley deedar mein milaawat!
W0h jisey neend kaha Karte hai sab, chain ki neend . .
.
.
W0h tere baad kabhi aankh me utri hi nahi . .
Meri Ankhon Mein Daikh
Aa K Husraton K Nakoosh, "ANjuM",,,


"Khawabon Main Bhi Terey Milney Ki Faryad Kartey Hain"
Saqiya ek nazar jaam se pehlay pehlay,
Hum ko jana hai kahin shaam se pehlay pehlay.

Khush ho ay dil, k mohabbat to nibha di tun ne,
Log ujar jatay hain anjaam se pehlay pehlay.

Ab Us k zikr pe hum baat badal detay hain,
Kitni rughbat thi Us k naam se pehlay pehlay.

Samnay umar pari hai shab-e-tanhaai ki,
Wo mjhay chor gaya shaam se pehlay pehlay.

Kitna acha tha k hum b jiya Karte the,
Ghair-maroof se, gumnaam se pehlay pehlay.
SuNooo
December Ki Thatharti Hoi Shamien

Kohar Mein Lipti Dhundali Se Subhien

Darakhto''n Se Girtey HuayKhushk Zard Pattey

Woh Gao''n Ke Tama''m Raste

Mohabbato''n Ke Tama''m Rishtey

Khiyaal Abad Karte Hain

Tumhein Sab yaad Karte Hain !
Thak sa gia hai Mri ChahtooN ka Wajood jAnA.,.,


Ab "Koe"
"Achaa" b lagey to "Izhaar" nhi Karte..