Tere SMS Messages861 messages

aa bhii jaao kii zindagii kam hai
tum nahii.n ho to har Khushii kam hai

vaadaa kar ke ye kaun aayaa nahii.n
shahar me.n aaj raushanii kam hai

jaane kyaa ho gayaa hai mausam ko
dhuup ziyaadaa hai chaa.Ndanii kam hai

aa_iinaa dekh kar Khayaal aayaa
aaj kal un kii dostii kam hai

Tere dam se hii mai.n mukammal huu.N
bin Tere terii ''Yamini'' kam hai
TERA QASOOR NAHIN THA MERA THA
MAIN TUJHKO APNA SAMJHA THIA
DAIKH K TereY BADLAY TAIWAR
MAIN TU USSI DIN RO BAITHA THIA
AB MAIN SAMJHA AB YAD AYA
TU US DINKION CHUP CHUP SE THI
TUJH KO JANA HI THA TU ZAROR JATI..LAIKIN

MILAI BAGHAIR HI KIA JANA THA
AB TUJHKO KIA KIA YAD DILAON MAIN
AB TU WOH SAB KUCH HI AIK DHOKA THA
WOHI HUI HAI JO HONI THI
WOHI MILA HAI JOLIKHA THA
DILKO YUNHI AIK RANJ SA HAI WARNA...
TERA MERA SATH HI KAI THA
KIS KIS BAT KO ROON ----
MERA KENA HI ITNA THA
Ik chand tanha khara raha
Mere aasamn se zara parey

Mere saath saath safr mein tha
Meri manzilon se zara parey

Teri justju k hisar se
Tere khawab Tere khayal se
Mai wo shaks tha jo khara raha
Teri chahton se zara parey

Kabhi dil ki baat kahi na thi
Jo kahi to wo bhi dabi dabi
Mere lafz poorey to thay magr
teri sma`aton se zara parey

Tu chala gya mere hamsafr
Zara dekh murr k to ik nazar
Meri kishtiyan hain jali hoi
Tere sahilon se zara parey
Lakeer Merey Haath Ki..

kuch udaas kuch khamosh
kuch bebas see lakeerien merey
haath ki?
Dhoondta Rehta hoon aksar in Lakeeron main
Aik lakeer Tere naam ki
Kuch maloom bhi hey
Kuch dil bhi janta hey
Ke in lakeeron main koi lakeer Nahi Tere naam ki
Phir bhi naa jane kion dhondta Rehta hoon
Aksar ek lakeer Tere naam ki
Aik lakeer.. !
Surkh gulab ke sare mausam ter naam

Har subha ka pehla hjala Tere naam

Teri yaad ka Beehta darya mary liye

Behti jheel main pholl kANWAL ka Tere naam

Jitnay Khawab Khuda ney mary naam likhay

Un khawabon ka lambha lambha Tere naam

Teer bina jo umer beet gai

Ab es umer ka baqi hissa Tere naam
Tu k simta tu rag-e-jaan ki hadoon mai simta,
Mian k bikhra tu simta na gaya Tere baad,
Yeh alag baat hai k afshan na hua tujh per warna,
Kitna mehsos kiye tujhay main nay Tere baad,
Mujhey Deewana Sa Laghtey Hain Terey Sheher Ke Log
Merey Daa An Se Ulajhtey Hain Terey Sheher Ke Log

Main Gaya Waqt Hoon, Wapas Naheen Aaney Wala
Kiun Mera Raasta Taktey Hain Terey Sheher Ke Log

Jab Bhi Aata Hey Mera Naa Terey Naa Ke Saath
Meri Qismat Pey Sulagtey Hain Terey Sheher Ke Log

Aur Kiyaa Doon Tujhey Ain Apni Wafaaon Ka Suboot
Ab Merey Haal Pey Hanstey Hain Terey Sheher Ke Log
Teri Doori Ka Ehsaas Jab Satane Laga
Tere Sath Guzra Har Lamha Yaad Aane Laga
Jab Bhi Bhulane Ki Koshish Ki
Tu Dil Ke Aur Karib Aane Laga
Tu Dekh Ya Na Dekh Tere Dekhne Ka Gham Nahi
Par Teri Ye Na Dekhne Ki Ada Dekhne Se Kam Nahi
Tujhko dekha raat bhar chand ne,
or subah Tere chehre se milne laga,
ek din aks tera pani me pada,
wo kamal banke ab roz khilne laga.
Tere sath chalna meri zindagi hai,
Tere pyaar mein jalna meri zindagi hai ,
khushi ki koi ghaddi, ho ya gam ka koi pehlu,
tujhe he yaad karte rehna meri zindagi hai ,
tera naam marte dum tak meri zuban per rahe ga ,
tera he naam lete rehna meri zindagi hai,
teri muskrahat ne mujhe jeena sikha diya,
teri muskrahat hi to meri zindagi hai...........
Yaadon ki parchayee mein ab to aaye tera hi cehra
Tu abhi tak iss baat se hai anjaan main hoon deewana tera
Izhaar-e-mohabaat karne to bahot baar socha maine
Par har baar Tere hi aks ne roka hai rastaa mera