Tere SMS Messages861 messages

Bohot kuch badal jata hai
Tere aane ke baad,
Bohot kuch bichar jata hai
Tere jaane ke baad,
Wo samandar ki leherey,
Wo rait ke mehal,
Bohot kuch beh jata hai
Saahil se takra jaane ke baad,
Wo baarish ke moti,
Wo taaro ki khuwahish,
Bohot kuch bikhar jata hai
Khuwaab toot jaane ke baad,
Wo teri parchaiyon se takrana,
Wo saayon ka lehrana
Bohot kuch mit jata hai andhera chhaa jaane ke baad.
Mere Wajood Se lipti Khushboo Tere Naam Ki hai

Mere dil Main basi har ek Dharkan Tere Naam ki hai

Itna Yaqeen Ker le Mere humnasheen

Bin Tere Meri Zindagi beNaam si Hai
Tere bgair zindagi mei koi kami to nahi
bus ye kambhat dil udas raha karta hai.......
Tujhsay milnay ki saza denge Tere sheher k log
ye wafaon ka sila denge Tere sheher k log

Kya khabar thi Tere milnay pe qayamat hogi
Mujhko diwaana bana denge Tere sheher k log

Teri nazron se giranay k liye jaan-e-haya
Mujhko mujrim bhi bana denge Tere sheher k log

Keh k diwaana mujhey maar rahay hain patthar
Aur kya is k siwa denege Tere sehehr k log
kabhi lafz bhool jaon,
kabhi baat bhool jaon
tujhey is qadar chahon
apni zaat bhool jaon
uth ker kabhi,jo Terey pass chal dun
toh jate huwe khud ko
Terey pass bhool jaon.../
KyuN bAr bAr tuJh kO MoHoBBaT JAtAon mAin,

BeHtAr hAi aB yEhi K TuJhE BHOOL jaOn mAin..


WaqiF Tere sAluq sE SArA jAhAn hAi,
PhiR Kyu ziNdAgE kO oR TAMASHA bAnAo mAin..


NaFrAt kA eK bAr iZhAr To kArEn sAri umAr Jo uN kO SURAT diKhOn MÄiN..


HaSrAt bhAri nigAh kA KOi sAbAb tO hAi,

Tu hAaLe diL tO pUch KAhiN MAR nA jAoN mAin..


GhAm kA mErE iLaAj jAb tU bHi nA kAr sAkA,

PhiR kYu nA iS JAHAN sE piChA CHURAON mAin.../
mana ki koi sath nahi
tanha hu is waqt

tuti hu par bikhari nahi
na hua hausla hai pastt

sach hai ki dagar kathin hai
aasan nahi safar

na hi koi rahnuma hai
jo bane mera humsafar

achcha hi hua tune mujhe daga de diya

soye hue junoon ko phir se jaga diya

nadaN thi Tere ishq main khud ko fanna kiya

ho bhala teri bewafai ka jisne fir humeN zinda kiya

fir se wahi junoon hai

bulandion par hai hausla

Tere har gunah ka mai khud karungi faisla!
jo kuch bhi mila hai usi mein khush hu
mein Tere liye khuda se taqrar nahi karta,
par kuch to baat hai teri fitrat mein
zalim warna tujhe chahne ki khata baar baar nahi karta
Hadse banke log yahaan mila karte hai
zakhm dene ke hi saaman diya karte hai
roz gir jaati hai deewar Tere wadon ki
roz hi hum maut ke saaye mien jiya karte hai..
kitni bechain hai ye sanse meri bina Tere bohat roti hain ye aankhein meri

kab se meri aankho ko neend aati he nahi bahain mangti hai mujh se ratain teri

jaan aajao k ab dil kahi lagta hi nahi tum ko bola rahi hai ye bahein meri

kitni bechain hai ye sanse meri
bina Tere bhut roti hai ye aankhein meri
Humay koi ghum nahi tha gham-e-zindagi se pehley
Na thi dushmani kisi se teri dosti se pehley
Hai ye meri badnaseebi tera kya kasoor is may
Tere gham ne maar dala mujhe zindagi se pehley
Mera pyar jal raha hai aey chand aaj chup jaa
Kabhi pyar tha humain bhi teri chandni se pehley
Main kabhi na muskuraata jo mujhe ye ilmm hota
Ke hazaaron gham milain gay mujhe ek kushi se pehley
dard ka kard is kadar hei ki,
aankhein num rehti hein
kuch aansu jo humne bahaye hi nahi
or aapne sumjha hum kabhi roye he nahi
aap puch rahe the kuch meri nind ke baare mein
or ik hum hein ik umer se soye hhi nahi
Tere intezaar mein jo saanse li hein ab tak
har saans ka dard kuch is kadar hei ki
tujhe pani ki koshish thi tjhe khone ka gumm hei
teri yaad mein ye aankhein barson se numm hein