Tere SMS Messages861 messages

Numayaan ho key dikhla dey kabi unko jumal apna
boht mudat sey charchey hein Terey bareek beenoon mein

Tu to Aalim hai samajhta hai kitaboon ki zubaan
mera chehra bhi parh merey halaat bhi bata
phira hun sare zamane main dar badar kesa
main Tere bad bhi zindah raha mager kesa
woh janta tha k kuch roz wo nahi tha to main
pukarta raha usko edhar udhar kesa
PIYAR KA MAZHAB

"Aik hi dherti per kerte hain , dono rain basera bhi
Neel gagen kay saiy tale gher tera bhi gher mera bhi

Rang-o-nasl ka jghra kaisa, kumba ik, qabila ik
Tere khun ka lal hay rang, vaisa hi rang mera bhi

Tera mera mazhab kaisa, piyar hi sab ka mazhab hay
Ik khuda hay tera bhi,or tera khuda hay mera bhi

kon kisi ka dost hoa, jab haat main sabke khunjer ho
Bund patari main rekhta hay apna saanp sapera bhi

Diar hoi jab burq, giri thi, abtek vehshet tari hay
Thek ker soorej, dobe ga, to chaiy ga andhera bhi
kahan aa kar rukay thay rastay..kahan mour thaa ussay bhool ja
woh jo mil ghaya ussay yaad rakh, jo nahin mila ussay bhool ja

woh teray naseeb ki barish kisi aur chhat pay baras ghaee
dil-e-baykhabr mere baat sun ,ussay bhool ja ussay bhool ja

main tou gum thaa teray dhiyaan main,Tere aas main teray ghuman main
saba keh ghaee meray kaan main ,meray paas aa ussay bhool ja..

kisi ankh main nahin aske-eghum,teray baad nahin kuch bhee kam
tujhay zindaghee nai bhula diya,tu bhee muskara, usaay bhool ja...

na woh ankh he Tere ankh thee, na woh khawab he tera khawab thaa
dil-e-muntazir tou yeh kis liyay,tera jaghna ussay bhool ja..
Ajj kia bethey bithaey gham e jaan yaad ayya
aik yaad aye tu phir ik jahaan yaad ayya

jabb kooi phool girra jabb kooi patta toota
tujh see patt jharr main bicharney ka samaan yaad ayya

khul gaey ruhh ki galioon main Terey chaap ke phool
jabb tera rangg kafey-e-paey rawaan yaad ayya

tujh koo dekha tu larazney laggi panddar ki loo
be sabab talaqh noey ka ziyaan yaad ayya

kitni saddioon ke muqaddar main Terey deed na thi
hum Terey muntazer-e-deed they haan yaad ayya

sehrey ablagah main kia zehmey sukhan tha hum koo
kudh pey guzri tu ghamey ehley faghaan yaad ayya

barhaa parsish ehwaal pe sajjad pehroon
aik ik harif ka andaaz-e-biaan yaad ayya
Aye mahobbat Tere har khushi ke liye zamaane se lad jaaonga,
teri zindagi ko mahkaane ke liye main agarbatti ki tarah mahkaaonga
Main Lafzon main kuch asar nahin kerta.Iss ka matlab yeh nahin key main tujhey pyar nahin kerta.Chahta hon main tujhey aaj bhi.Mager teri soch main apna waqt bekaar nahin kerta.Tamasha na ban jaey kahin mohobat meri.Iss liey apney dard ko namoodar nahin kerta.jo kuch mila hai usi main khush hon.Main Tere liey Khuda say takraar nahin kerta.Par kuch to baat hai teri aankhon main.Werna main tujhey chahney ki khata baar baar nahin kerta.
Bikhre Ashkon Ke Moti Hum Piro Na Sakay,
Tere Yaad Mein Rat Bhar So Na Sakay,
Bheeg Na Jai Ansuon Mein Tasveer Teri,
Bass Yehi Soch Kar Hum Roo Na Sakay
Hum Na Samjhe Thay Teri Nazro’n Ka Taqaza Kia Hai
Kabhi Jalwa Kabhi Parda Ye Tamasha Kia Hai

Mujh Ko Madhosh Sa Kr Rakha Hai Teri Aankhon Ne
Werna Saaqi Tere Maikhaane Main Rakha Kia Hai

Dekh Le Laila Tere Majnu Ka Kaleja Kia Hai
Khaak Main Mil K B Kehta Hai Bigra Kia Hai

Ye Suraahi Sa Badn Le Ker Maire Saamne Na Aa
Main Sharabi Hoon Sharabi Ka Bharosa Kia Hai

Apne Honton Ko Maire Honton Se Chonay Na De
Ek Do Ghoont Se Botal Ka Bigarta Kia Hai
Tu Ne Wafa Ki Khaas Koi Guftugu Na Ki

Aur Maine Bhi Dil Ki Baat Tere Rubaroo Na Ki

Tu Bhi Tamam Umar Dhoondta Raha Mujhe

Maine Bhi Tere Baad Koi Justuju Na Ki
Khamoshiyan teri mujhse baatein karti hain,
meri har aah har dard samajhti hain.
Pata hai majbur hai tu bhi aur main bhi,
phir bhi aankhein Tere deedar ko tarasti hain.
Rangat teri zulfo ki ghatao ne churai,
Khusboo Tere anchal se hawao ne udai.
Paimane ka dil na tut jaye to kahu main,
Hai cheez gazab ki jo nigaho ne pilai.