Tere SMS Messages861 messages

guwara nae hai agar tumhe mere suraat
duwa hai tumhe me nazar hee nae ahon
chala jayo ga me Tere yaad le kar
kaha piyar ki tum ko dulaat mele gey....
BOHAT UDAAS HAI KOI Tere JAANE SE
HOSAKE TO LAUT AANA KISI BAHANE SE
TUU LAKH KHAFA SAHI MAGAR EIK BAAR TOO DEKH
KOI "TOOT" GAYA HAI Tere CHALE JANE SE.
HUM HEE WAFA NIBHA NA SAKAY
TUJHE CHAHA MAGAR BATA NA SAKAY
TERI JUDAII MAIN SUBAH SHAAM ROYEE BOHAT
HAAN MAGAR Tere SAMNE ANSU BAHA NA SAKAY
APNE HONTON PAR SAJANA CHAAHTA HOON
AA TUJHE MEIN GUN-GUNAANA CHAAHTA HOON

KOI ANSU Tere DAMAN PAR GIRA KAR
BUND KO MOTI BANAANA CHAAHTA HOON

"THAK GAYA MEIN KARTE KARTE YAAD TUJH KO"
"AB TUJHE MEIN YAAD ANA CHAAHATA HOON"

CHHAA RAHA HAI SARI BASTI MEIN ANDHERA
ROSHNI HO GHAR JALAANA CHAAHATA HOON

AKHIRI HICHKI(HIDCHKI) Tere ZANOO PE AEY
MAUT BHI MEIN SHAYRAANA CHAAHTA HOON
***AZZIYAT***
Kitni Azziyat Say Uss Ne Mujh Ko Bhulaaya Hoga...
Meri Yadoon Ne Ussay Khoob Rulaaya Hoga..

Baat Be-Baat Aankh Uss Ki Jo Chhalkee Hogi.......
Uss Ne Chehre Ko Baazuon Main Chupaaya Hoga...

Socha Ho Ga Uss Ne Din Main Kaee Baar Mujhay.......
Naam Hatheli Par Bhi Likh Likh Kay Mitaaya Hoga...

Jahan Uss Nay Mera Zikkr Suna Hoga Kisi Say..
Uss Ki Aankhon Main Koi Aansoo Tou Aaya Hoga..

Raat Ke Bheetnay Tak Neend Na Aai Hogi Tujhay........
Tunay Takkiye Ko Bhi Seenay Se Lagaaya Hoga..

Hokay Nidhaal Meri Yadoon Se Tunay Jaana.........
Meri Tasveer Pe Sar Apna Tikaaya Hoga......

Poocha Hoga Jo Kisi Ne Tere Halaat Ka Sabbab....
Tunay Baaton Main Khoob Uss Se Chupaaya Hoga..
zindagi k kisi mor per khu ko tanha na samjhna,me Tere sath hun apne se juda na samjhna,me tujhse jan se badh kar pyar karta hun,meri is muhabat ko bura na samjhna,tum phulon ki tarah khubsurat ho masoom ho,dekho meri is tareef ko bejaan na samjhna,umar bher tera sath dene ka wada kia he,zindagi ne agar sath na dia to bewafa na samjha,ab b tune mere pyar ko thukraya sanam,ise mera muaddar jan na,apni khata na samajhna..
Tujhe dekhe bina teri tasveer bana sakta hoo mai ....
tujhe bina mile tera hall bata sakta hoo mai....
hai meri dosti mai itna dum....
apne ankh ke ansoo Tere ankh se gira sakta hoo mai ,,....
Hum tanhaa hue to kya hua;
teri yaad se dil behlaayenge
Tere mehboob nahi to kya hua
Tere aashiq zarur kehlaayenge
usi ik fard k wasty mere dil main dard kis liye..?
mere zindagi ka mutalba wohi aik shaks kis liye..?
to jo shaher main hi mukeem hai,,tu musafrat ki fiza hai kio..?
tera jo kawaran nahi gaya,tu yeh hawa main gard kis liye…
jo likha ha mere naseeb mian,kahin tune par tu liya nahi…?
Tere hath sard hain kis liye,tera rang zard hai kis liye..?
Woo jo tark-e-taluq ka ehad tha,kahin tootne tu nahi laga…?
Tere dil main dard ko dekh ker ,mere dil main dard hai kis liye..?
Koi wasta jo nahi raha,Tere ankh main yeh nami hai kio..?
Mere gham ki aag ko dekh kar,teri aah sard hai kis liye..
Tera saath mil jaaey tou sab dukh bhool jaaon gi
woh kehti thi ke har soorat tumhain banaaon gi

nichaawar khawaab kar doon gi Terey har ishaarey par
kabhi peepal ki chaaon main kabhi nadiya kinaarey par
tumhain thandak ataa kar doon gi ik basaat ki manend
bikhartey chaand jharnoon main ujalti raat ki manend

mujhey tum se muhabbat hai main logoon ko bataaon gi
woh kehti thi ke har soorat tumhain banaaon gi

main chaahon gi tumhain janaan umangon se ujaalon tak
khudi ke dasht se le kar naey janmon ke saalon tak
Meri thandi si tanhaae sulagti raat jaisee ho
mujhey bas saath le jao bhaley baraat jaisee ho

tmharey surkh jorhey main hi dulhan ban ke aaon gi
woh kehti thi ke har soorat tumhain banaaon gi
Tujhe Roz Dekhoon Qareeb Se

Mere Shauq Bhi Hain Ajeeb Se

Tujhe Maanga Hai Tujh Hi Ko Bas

Apne Rab Aur Us k Habeeb Se

Meri Aankh Main Bhi Hai Aajzi

Mere Khwab Bhi Hain Ajeeb Se

Mere Sab Dukho''n Ki Dawa Ho Tum

Milay Kia Sukoon Phir Tabeeb Se

Main Bohat Khush Hoon Jor k

Naseeb Apna Tere Naseeb Se
Kisi Roz Shaam K Waqt

Suuraj K Aaram K Waqt

Mil Jaye Jo Saath Tera

Haath Me Le K Haath Tera

Duur Kisi Tanhai Main

Dunya Se Judaai Main

Ane Sung Bithao''n Tujhe

Dil Ka Haal Sunao''n Tujhe

Teri Izzat-o-Ehtraam Karoon

Tere Haatho''n Ki Lakeero''n Main

Talash Apna Naam Karoon . . .