Main SMS Messages3698 messages

Kabi tamana k rastoon par
Nikal paro tou khayal rakhna
Hawain, badal,fizain, mousam
Khayal chahray badal badal kar tumhain milain gay.
Tum lamha lamha badaltay Rangoon k sokh dhokay Main a na jana.
Aur apni aankhain kahein khala Main ganwa na aana.
K aisa na ho jo khoab totay.
Dhanak dhanak ka sarab totay.
Tou jism-o-jan pay azaab totay.
Aur tum ba mushkil
Laraztay hathon Main kirchi kirchi badan sambhalay zameen pay utro.
Kahein bolandi pay charh k doobti hoe nighahon say wapsi k nishan dhoondo.
Ujar gaya jo jahan dhoondo.
KAHEIN AISA NA HO.
KHAYAL RAKHNA……….!!!!!!
Har nazar ko ek nigah ka haq hain,
har raah ko ek aah ka haq hain.
hum bhi dil le kar aye hain duniya Main,
hume bhi ek gunah ka haq hain..
Agaz-E-Nayee Saal Per
Chahoon Main Tum Sey Milna, Agaz-e-Naye Saal Per
Muhabat Ayoo Amar Kar Jayen, Agaz-e-Naye Saal Per

Hamsafar Hai Cuna, Hai Fakhar Kudh Pey Mujhee
Jewan Ko Wafa Dey Jayen, Agaz-e-Nayee Saal Per

Be Pana Ye Peyar Hai, Jazbat Hain, Oor Naye Umeeden
Hasil Un Sab Ko Kar Jayeen, Agaz-e-Naye Saal Per

Guzry Saal Jo Na Paeya, Afsoos Na Karna Us Ka Zara
Neek Duaeen Ye Raab Sey Kareen, Agaz-e-Naye Saal Per

Hai Ye Ilteja Mery Raab Sey Rakhy Khuda Shaad Hameen
Ayoo Mil Kar Dua Kareen, Agaz-e-Nayee Saal Per
kabhi khud bhi merai paas aa
meri baat sun mera sath de
jo khalish hai dil sai nikaal ker
mujhai uljhanon sai nijaat de
tujhai sochna mera mashghala
tujhai dekhna meri aarzoo
mujhai din dai apnai khayal k
mujhai apnai qurb ki raat de
Main akela bhatkon kahan kahan
ye safer bauhat taweel hai
meri zindagi merai saath chal
merai hath Main apna hath de!!
meri baat kaysay wo maanta
mera dard kaysay wo jaanta
wo tu khud fana kai safer Main tha
usay rokna bhi muhaal tha
usay apnai Farda ki fiker thi
wo jo mera waqif-e-haal tha
wo jo us ki subha-e-urooj thi
wohi mera waqt-e-zawaal tha
wo mila jo sadyoun baad bhi
tu merai lab pa gilaa na tha
usay meri chup nai rula diya
jisay guftugoo pa kamaal tha!!
wo tu mujh sai mil k tha ro diyaa
faqat itna hi mujhai keh saka
jisay maanta tha Main zindagi
wo tu sirf wehm-o-khayal tha..!!!
usi ik fard k wasty mere dil Main dard kis liye..?
mere zindagi ka mutalba wohi aik shaks kis liye..?
to jo shaher Main hi mukeem hai,,tu musafrat ki fiza hai kio..?
tera jo kawaran nahi gaya,tu yeh hawa Main gard kis liye…
jo likha ha mere naseeb mian,kahin tune par tu liya nahi…?
Tere hath sard hain kis liye,tera rang zard hai kis liye..?
Woo jo tark-e-taluq ka ehad tha,kahin tootne tu nahi laga…?
Tere dil Main dard ko dekh ker ,mere dil Main dard hai kis liye..?
Koi wasta jo nahi raha,tere ankh Main yeh nami hai kio..?
Mere gham ki aag ko dekh kar,teri aah sard hai kis liye..
Utha kay haath Khuda say bas maangi yahi dua
Naseeb hon khushiyan tumhain
tum khush raho sada
Tum ko rahat milay ,
tum ko chahat milay
Tumhain saray jahan ki muhabbat milay
Jahan Main sab se hon achay tumharay naseeb
Koi dukh kabhi bhi na aaye qareeb tumharay
Dil ki har aarzooo poori Khuda karay
Tumhain chahnay walon ko kabhi bhi na juda karay
Mil jayen tum ko meray bhi naseeb ki khushiyaan
Dua hay bad tum ko kabhi gham na milay yahan ...
Kabhi jo maazi Main jhankoge
tumhain hum yaad aayenge,

kisi lamhe kuch jo sochoge
tumhain hum yaad aayenge ,

kabhi yun hi akele Main
beet-e-dino ko soch ker

koi geet jo gungunaoge
tumhain hum yaad aayenge,

sab doston ki mehfil Main
kisi shokh si baat per

zer-e-lab jo muskuraoge
tumhain hum yaad aayenge,
,
zindagi ke kisi morr per
apne dil ki baat ko

kisi se keh na paoge
tumhain hum yaad aayenge. ...!!!
tumhi ko dekhte rehna,
tumhi ko chahte rehna,
tumhi ko sochte rehna,
tumhi ko sunte rehna,
buhat gehre khayalon Main,
jawabon Main,
sawalon Main,
muhabat ke hawalon Main,
tumara naam a jana mujhe acha sa lagta hai,
tumhare sang sang chalna,
wafa ki aag Main jalna,
tumhein naraz kar dena,
kabhi khud bhi rooth jana,
tumhari berukhi pe bhi tumhari arzu karna,.
khud apne dil ki dharkan se tumhari guftago karna
mujhe acha sa lagta hai. .........
Yaadon ke khuwaab dikhati hain
Mujhe saari raat jagati hain
Kab Dil ke raaz chhupati hain
Palkon ke dareeche kholti hain
Kuch apni zaban Main bolti hain
Bas apni baat manwati hain
YEH AANKHEN BOHAT SATATI HAIN
Ek aan Main faisla karti hain
Yeh kab ruswayi se darrti hain
Yeh ghungroo baandh nachati hain
Her waqt yeh jaagti rehti hain
Ek khoj Main bhaagti rehti hain
Thak haar ke wapis aati hain

YEH AANKHEN BOHAT SATATI HAIN
Chupke se kahin larr jaati hain
Phir khuwabon se bhar jaati hain
Jab toote shor machati hain
Yeh royen to Dil bhi rota hai
Kab in se judda yeh hota hai
Yeh Dil ko rog lagati hain
Kyun pyaar kiya pachtati hain
YEH AANKHEN BOHAT SATATI HAIN

YEH AANKHEN BOHAT SATATI HAIN
Tera saath mil jaaey tou sab dukh bhool jaaon gi
woh kehti thi ke har soorat tumhain banaaon gi

nichaawar khawaab kar doon gi terey har ishaarey par
kabhi peepal ki chaaon Main kabhi nadiya kinaarey par
tumhain thandak ataa kar doon gi ik basaat ki manend
bikhartey chaand jharnoon Main ujalti raat ki manend

mujhey tum se muhabbat hai Main logoon ko bataaon gi
woh kehti thi ke har soorat tumhain banaaon gi

Main chaahon gi tumhain janaan umangon se ujaalon tak
khudi ke dasht se le kar naey janmon ke saalon tak
Meri thandi si tanhaae sulagti raat jaisee ho
mujhey bas saath le jao bhaley baraat jaisee ho

tmharey surkh jorhey Main hi dulhan ban ke aaon gi
woh kehti thi ke har soorat tumhain banaaon gi
HAI YEA ISHQ ITNA RULATA HAI SATATA HAI
FER BHI SABHE KO BHATA HAI
AIE KHUDA KISIKO ISHQ NA HOYE YEA DUA KARTA HU
KUE K Main BHI KISI K LEYE AB BHI ROTA HU

KOI PUCHE
KOI POCHE KYA HUA US HASEN SI LADKI KON HAI
OR Main KAHLI GUzRE LAMHO KO HI YAAD KARTA RAHETA HU
WOH BHI TO SAYAD TADAP RAHI HOGI
ROTI BHI HAI SAYAD LEKIN BARES MEIN KISIKO KANOKAN KHABAR NA HOGI