Main SMS Messages3698 messages

Kaha Main Nay Kahan Ho Tum?
Jawab Aya Jahan Ho Tum...

Mere Jeevan Say Zaahir Ho
Mere Gham Mein Nihaan Ho Tum....

Meri Tou Saari Duniya Ho
Mera Sara Jahan Ho Tum.......

Meri Sochon Ka Mehwar Ho
Mera Zor-e-Bayaan Ho Tum......

Main Hoon Lafz Muhabbat Hoon
Magar Meri Zuban Ho Tum...
Tu Ne Wafa Ki Khaas Koi Guftugu Na Ki

Aur Maine Bhi Dil Ki Baat Tere Rubaroo Na Ki

Tu Bhi Tamam Umar Dhoondta Raha Mujhe

Maine Bhi Tere Baad Koi Justuju Na Ki
Aise Main Bas December Ki

Siskiyan leti Hui Sard Tareek

Yaad Ka Alvidaai Manzar

Yaad Aata Hai Aise Main HuMain

Tu Bhi Nahi Teri Chahat Bhi Nahi

Bas Mohabbat Ka Aakhri

December Yaad Aata Hai. . .
Main Udaas Rasta Hoo Sham Ka

Mujhe Ahaton Kii Talash Hai

Ye Sitarey Sab Hain Bujhey Bujhey

Mujhe Jugnuon Ki Talash Hai

Wo Jo Ek Darya Tha Aag Ka

Mere Raston Se Guzar Gaya

Mujhe Kab Se Rait K Shehar Me

Barishon Ki Talash Hai

Main Udaas Rasta Hoo Sham Ka
Is Saadgi Pe Kon Na Mar Jaye Ae KHUDa

Waar Karte Hain Aur Haath Main Talwar Bhi Nahi

Chup Chup K Humara Deedar Karte Hain Wo

Aur Poocho Tou Kehte Hain K Pyar Bhi Nahi. .
Milta Tha Mujh S Wo Kabhi Pal Pal K Farq Se
Phir Rafta Rafta Faq Ye Saalo’n Main Aa Gaya
Phir Yun Hua Aankh Se Aansoo Nikal Paray
Chehra Kabhi Jo Us Ka Khyalo’n Main Aa Gaya
Kiya kabhi TU nay
yeh bi socha hai
kay…!!!
RAAT kay Aakhari peher Main
koi...!!!
NUM Aankhon say
LARAZTAY Honto’on say
Apney Haath Phailaaye
TUJH ko "KHUDA" say maang raha ho ga...!!!
Wo Mera Ho Jo Nigaho''n Main Haya Rakhta Ho

Umar Bhar Saath Chale Azm-e-Wafa Rakhta Ho

Naz Us K Na Uthao''n Tou Shikayat Na Kare

Gham Utha K Bhi Wo Hansne Ki Ada Rakhta Ho
mehkati batoon se...
Ulajti sansoon se...
Sarakte aanchal se...
Aankhnon ke kajel se...
Teri muskurahat se...
Dil ki chahat se...
Gulabi gaalon se...
Haseen khayalon se...
Teri tusveer se...
Apni taqdeer se...
In sab se pocha hai Main ne
kia wo mera hai jise chaha hai Main ne
Khamoshiyan teri mujhse baatein karti hain,
meri har aah har dard samajhti hain.
Pata hai majbur hai tu bhi aur Main bhi,
phir bhi aankhein tere deedar ko tarasti hain.
Rangat teri zulfo ki ghatao ne churai,
Khusboo tere anchal se hawao ne udai.
Paimane ka dil na tut jaye to kahu Main,
Hai cheez gazab ki jo nigaho ne pilai.
Arzoo-e-Dil ne hamay diwana bana diya.

Roay na thay hum kabhi, HuMain rolla diya.

Hum ne to har waqat yaad kiya aap ko lakin,

Aap ne yaad karte karte Zamana laga diya..