qaree
B maut khari hai zaraa thahar jao
<
Br/>qazaa se aankh lari hai zaraa thahar jao
<
Br/>
<
Br/>thaki thaki si fazaayen
Bujhe
Bujhe taare
<
Br/>
Bari udaas ghari hai zaraa thahar jao
<
Br/>
<
Br/>nahin ummeed ki ham aaj ki sahar dekhen
<
Br/>ye raat ham pe kari hai zaraa thahar jao
<
Br/>
<
Br/>a
Bhi na jao ke taaron kaa dil dharaktaa hai
<
Br/>tamaam raat pari hai zaraa thahar jao
<
Br/>
<
Br/>phir is ke
Baad ka
Bhi ham na tum ko rokenge
<
Br/>la
Bon pe saans ari hai zaraa thahar jao
<
Br/>
<
Br/>dam-e-firaaq mein ji
Bhar ke tum ko dekh to luun
<
Br/>ye faisale kii ghari hai zaraa thahar jao X