tumhara SMS Messages286 messages

Iss baar kuch aisa mein chahta hoon
Tum ko apna banaana chahta hoon

Bhula kar apne sab gham
Tumhe dilse apnana chahta hoon

Tumhe tumhari ijazaat se
Apne dil mein basana chahta hoon

Apne naam k saath joar kar tumhara naam
Duniya ko sar-e-aam dikhana chahta hoon

Kab ho Qubooliyat ki ghari na jaane
Tumhe har dua mein mangna chahta hoon

Ho jaao tum meri aur main tumhara
Harr pal bas yehi ehsaas chahta hoon

Tum se hi ki bass mohabbat main ne
Apni sari zindagi tumhare sang chahta hoon

Karta hoon aaj main ye iqraar
Main bass tumhe bass tumhe hi chahta hoon

Haq ke saath kahoon tumhe main apna
Tumse bass aaj main yehi raza chahta hoon…
Naa Jaane Kyn nazar Lagi Zamane Ki,
Ab Wajah Milti Nhi Muskurane Ki

tumhara Gussa Hona To Jayaz Tha,
Humari Aadat Chut Gayi Manane Ki.
Saas : Beti Aaj Se tumhara
Ghar Yehii Hy
Aaj Se Tum Mjhy Ammi Aur
Apne Sasur Ko Abbu Kahogi…

…Shaam Mein Us Ka Husband
Ghar Aaya Tou Boli

“Maa
Bhaiya Aa Gaye ..” =P =D
yeh duniya hai yahan pey yeh tamasha ho b sakta hai
abhi tu gham humara hai tumhara ho b sakta hai
Na ye samjo k tum hi akhri uski mohabbat ho
mohabbat juram hai usey dobarra b ho sakta hai
tera milna
bichar jana
bichar k pher mil jana
humesha ki judai ka ishara ho b sakta hai
Tum apny ap ko hrgiz koi ilzam mat dena ye soda hai mohabbat ka khasara ho b sakta haiii
Chalay aao Kainaat baant letay hain.....
Tum meray or Bakii sub tumhara
Mila kro hamain Aksar k Jee nahi lagta
tumharay Rabtay se Zindagi Wajood main Rehti hai
Miss: Tum baray ho k kya karo ge?
Student: Shadi.
Miss: Mera matlab hai, kya bano ge?
Student: Dulha.
Miss: I mean, baray ho k kya haasil karo ge?
Student: Dulhan.
Miss: IDIOT, mera matlab hai, baray ho k mama papa k liye kya karo ge?
Student: Bahu laoon ga.
Miss: Stupid, tumharay papa tum se kya chahtay hain?
Student: Pota.
Miss: Ya Allah, tumhari zindagi ka kya maqsad hai?
Student: Shadi.."
tumhara Bahtrin Dost wo ha k jab tum Gharib ho jao wo tum se Mohabbat kam na kary.

Aur jab tum Dulatmand hojao tu wo apni Mohabbat zayida na kary.
Pathan:Yara abhi tumhara Ami ka khaansi kesa hai ?


Dost: Khaansi to band hogaya hai par saans ruk ruk k aa raha hai.


Pathan:Koi baat nahi ALLAH karega wo bhi jaldi band hojayega.

Sochne Ki Tumhe Kia Zaroorat Hai,

Pukara Hai Jo Naam tumhara,

Pukarne Wala Koi Gair Nahin,

Ek Pyara Sa Anjana Sa Dost Hai tumhara



main bhool jaoon usay kaisi bat krty ho FARAZ

kabi din nay bi aaghaz kia hay soOraj kay bhghair

Hum"raat k "Sitaray"hain,





"Tanhaiyon"k maray hain,





"Tum"hum ko "Thokra"do Beshak





magar





"Hum"phir bhi "dost"tumhare hain
Copy to clipboard
Girl to Boyfriend:Mein kal tumse nahi mil sakti.

Boy:Thek hai mein tumhara gift kisi aur ko de deta hun....

Girl:Mera matlab tha kal nahi aa sakti,abhi kahan ho ?
Pappu Dadi say:kya hum hamesha 5 hi rhnge? Aap, Papa, Mummy, Mai, Bahan.
Dadi: Nhi Beta Jab tumhari Shadi Ho Jaygi to Hm 6 ho Jaynge.
Pappu: Fir Behan k Shadi ho jaygi to hm 5 ho jaynge.
Dadi: Nhi Beta Jab tumhara Beta hoga to hm fir 6 Ho jaynge
Pappu: Fir Aap Mar Jaoge to hm fir se 5..... :D