tumhara SMS Messages286 messages

achha hai mujhe intjar nahi hai tumhara,
tumto kabhi na aane ke liye gaye ho,
tumhari kuchh yaade hai mere pass,
sirhane ke niche dabi padi,
dil ke ek kone mai,
abki aana to le jana wo sab ,
jo bikhra bikhra pada hai tumhare na hone se,
mere jehan se apni yaad,
mere dil ki wo fariyaad,
tumhari kahi hui har ek baat,
tumhare dwra di hui tumhari har ek saugat,
aur aansuo ki dhero katrane...........
Achcha hai mujhe intjar nahi hai tumhara,
tum to kabhi na aane ke liye gaye ho,
tumhari kuchh yaade hai mere paas...
Sirhane ke niche dabi padi,
dil ke ek kone me,
abki aana to le jana wo sab,
jo bikhra bikhra pada hai tumhare na hone se,
mere jehan se apni yaad,
mere dil ki wo fariyaad,
tumhari kahi hui har ek baat,
tumhare dwara di hui tumhari saugaat,
or aansuo ki dhero katrane,
Dil karta hai k,ek din tumhayapnay ghar lay jahoon,
jab mera ghar koi na hoo.tumhay apnaa room main lay jaa
ker apna bed per betha do,darwazaband kar k.
sari windows bhi band kar do,
parday girrakar lights off kar do aur
tumharay kareeb aakar tumharay saath beth jahoon,
apnaa haath tumhari taraf brhaa kartumhay dikhaon hoon k...........


mari ghari ki bhi light lagti hai
Eid ek saal main 2 times hote hai na...
Saccha pyaar zindagi main ek bar hoti hai na...
tumhara yaad har saso main hota hai na...
Eid main sab kushiya hoti hai na...
Thanks jano...tumhara saath meri lye bohot hai...
Aaj Eid hai wow, maine soccha meri Eid EVERYDAY hota hai...
Tum jo meri dil main hon...
Dua hai meri Allah se tumko Life main sab kushiya hon...
Especially 4 u jano **EID - MUBARAK**
hai humara, Dil ke kone me hai Naam tumhara,
Her yaad me hai chehra tumhara,
SMS nahi to kya hoa Zindagi
bhar saath nibhana ka wada hai humara!
If GOD gave me 24hrs b4 death..
I''LL spend 23:55 min with U..
U must b thinking abt last 5 min..
Tab main tumhara bhi gala daba donga..
kio FRIEND
Sath nahi Chalega ... :P:P
Tumse hi Dosti
tumhara hi Intezar Tumhare bina Dil rehta hai
Bekarar
tumhari yeh Saadgi, tumhara yeh Pyar
Jeevan bhar na bhool payenge is
Dosti ko
Yaar...
Tumse hi Dosti
tumhara hi Intezar Tumhare bina Dil rehta hai
Bekarar
tumhari yeh Saadgi, tumhara yeh Pyar
Jeevan bhar na bhool payenge is
Dosti ko
Yaar...
.Request hai Tum sE

Reféus màt karnà,



Friendship Ke Bulb Ko fuse màt Kàrnà,





Hum DosT hain tumharay,



Loose mat karna,



Meri jagah kisi ko CHOOSE mat Karna.
Durood Zinda Hai Apna Salam Zinda Hai
Khuda K Saath Mohammad(SAWW)Ka Naam Zinda Hai
tumhara To Koi Murda Bhi Ab Nahi Koi
Humein Hai Fakher K Humara Imam(A.S)Zinda Hai.
jo Ali [a.s] ka na hoa kab hamara hoga wo to buss katib.e.taqdeer ka mara hoga jannat mien janay se rokay ga bhala ko hamein jab payaray Muhammad [PBUH] ka ishara hoga matam-e-Hussain par aey fatway laganay walon hashar mien dekhna kya hashar tumhara hoga tazira AL-E-MUHAMAD [A.S] ka no jis mien WAQAS aesy mehfil mien kahan apna guzara hoga''''
tumhari payal ki jhankar

tumharay kangan ki khankaar

tumhari sanson ki sarsarahat

tumharay dil ki dhak dhak

uffffffffff........






tum larki ho ya noise polution??