tumhara SMS Messages286 messages

tumhara jutha pyar ko hamari zindagi samja,
Tumhe apna dil deke tumhara dard liya,
Tumhare khel ko me samaj na saka,
Tumko bewafa kehne ka kabil na raha
Mujahy zid nahi meray galay ka haar ho jao
Akela chor dena tum jahan day-zaar ho jao
Bohat jaldi samjha mein aany lagtay ho zamanay ki
Bohat aasan ho thoray dushwar ho jao
Mulaqaton mein wafa is liye hona zarori hai
K tum ek din judai k liye tayyar ho jao
Mein kisi chil chilati dhoop k sehra say aya hoon
Bas ab aisa karo tum saya-e-deewar ho jao
tumharay pass denay k liye jhooti tasali ho
Na aye aisa din tum is qadar naadar ho jao
Tumhein maloom ho jaeyga kaisay runj sehtay hain
Meri itni dua hai k tum tanha funkaar ho jao
Tumhari zulfein tumhari palkein
Tumhari aankhein tumhara chehra
tumharay shaanay
Surahi daar garden
Kalion mein khanktay kangan
Hinaai haathaon mein unglion
Ki haseen purrain k jin mein
Sandal mehak rahi hai
Yeh naram saanson ki gungunahat
Qadam uthao tu dharkanein sath
Chorti hainbadan ka har zawiya qyamat
Nahi tumhari missal gori
Kamal ho tum kamal gori
Tunicsay sab kuch haseen hai
Lajawab hai par
Meri nahi hai
tumhara kuch bhi mera nahi ha
Tumhary Bin Har ik pal Mujhe B''chain Rakhta Hai,


Mein Apna Dill Hai jo Bekul ,tumharay Naam karta Hoon.
Thak Gayi Aankhe Tumhare Intzaar Me,
Ek Call Bhi Naa Aaya tumhara,
Aankhe Boli Bas Bhi Karo Intzaar,
Ab Iss Duniya Nahi Koi Nahi Hai tumhara
*~*~*TUM NE POOCHA*~*~*

tum ne poocha k,
dukh kia hota hai,
to suno,
aisa kern
kabhee kisi ko chahna,
or chahtey hee rehna,
din bhar us ko sochtey hee rehna,
jagtee ankhoon se us k sapney
dekhtey hee rehna,
apney haathon ki lakeeron mein us ka
naam tarashtey hee rehna,
or jab kabhee woh,
in riazaton ka hisaab mangney ko,
saamney aaye to,
tum ana ka haath thaam lena,
agar woh kuch kahay to,
muskura ker anjan ban jana,
or jab woh mayoos ho ker laut jaye to,
apney ander jhaankna,
or khud se poochna,
tub tumhara dil
tumhein bata day ga k,
dukh kisey kehtey hain,
dukh kia hota hai... .. . !!!!!!
Tum jahaan bhi raho sada khush raho,
tumhe dil se main bhula rahi hoon aaj ...
tumharay pyar ki jo haseen yaadain hain dil main,
un yaadon ko louta rahi hoon aj ...
tumhari bewafai ka kya charcha karoon,
apni wafa pe sharma rahi hoon,
mujhe tumhari bewafai se koi shikwa nahi,
main tumhari zindagi se hi ja rahi hoon aaj ....!!
Bahaar Kay Chalay Janay Say Khazaan Kay Aa Janay Say
Zindagi Badal Si Jati Hai Kisi Kay Pyar Nibahnay Say
Pyaar Kay Din Anay Say Pyaar Kay Din Janay Say
Hum To Mnatain Hain Tumay tumharay Rooth Janay Say
Milo K Aaj Koi Baat

Ru Baru Ker Lain,

Ye Kyoun Hai Duriyan Kuch Is Pey

Guftugo Ker Lain,

Karangay Phir Se Ibadat tumharay Chehray Ki,


K Pehlay Aankhon Ko Ashkon Se Ba-Wazo Ker Lain.
****ROOOMII*****
Salamay ishq ko hum bhi salam kartay,
Humay bhi tumhara pyar bhara salaam chahiye,
Doosro ke likhi hooi shayari nahin,
Tumhari dil se nikli hui pegaam chahiye.
Hum Karte Hain Tum Se Pyar Tum Se Hi Pyar Karenge
Aaj Ye Sari Duniya K Samne Iqraar Karenge
Kabhi To Jhalak Do Hamari In Tarasti Nighaon Ko
Phir Shaam O Saher tumhara Hi Deedar Karenge
Tanha Si Zindagi Main

Chota Sa Saath tumhara

Ittifaq Hi Sahi

Par Lagta Hai Hum Ko Pyara

Jaise Akele Se 1 Parinde Ko

Mil gaya Ho Aasman Saara