tumhara SMS Messages286 messages

Agar tumhein ho kabool jana,
Falak k tabinda Chand taray,
Ye wadioon k Gulab saray,
Agar kaho to bana doon saray,
tumharay kadmoon ki dhool jana,
Agar tumhein ho kabool jana,
Tumhari Ankhoon ko jam likhein,
Tumhein nazar se slam likhein,
Aur apne dil k haseen work pe,
Fakat tumhara hi naam likhein,
Jahan ki her aik naghmagi ko,
tumhara Tarz-e kalam likhein,
Agar Ejazat ho hum b ker lein,
Ye pyar ki ik bhool jana,
Agar Tumhein ho qabool Jana...?
Main Qaasid Kis Terha Bhejoo''n

Main Khud Hi Tum Sy Mil Loonga

Tumhai''n Jo Dekh Leta Hy

tumhara Ho Hi Jata Hy ... !!!
ye bhi aadaab-e-muhabbat hain tumhein kiya maaloom
hum tumhein jeet ke haaray hain tumhein kiya maaloom
aik tum ho kay samajhtay he nahi hum ko kabhii
aik hum hain ke tumharay hain tumhein kiya maaloom...
bina meray adhooray tum tumhara pyar bhi aadah
humaray bin tumhare pyar ka aagaaz bhi aadah
Apni Takhleeq Se Wo
Khud Ko Ayaa''n Krta Hy

Us Ki Qudart a Ishara
Hy tumhara Cheh
Kabhi daman kabhi palkain bhigona KIS ko kehtay hain,

Kisi mazlom se pocho k "RONA" kis ko kahtay hain,

Kabhi meri jaga khud ko rakho phir "JAAN" jao gay,

K duniya bhar k dukh dil main "SIMONA" kis ko kahtay hain,

Meri ankhen meray charay ko ik din "GHOR" se dekho,

Magar mat puchna "WERAN" hona kis ko kahtay hain,

tumhara dil kabhi piglay agar "GHUM" ki hararat se,

Tumhain malum ho jae ga k "KHONA"kis ko kehtay hain.
Ek Khoobsurat "Aitebaar"

Agar KHUDA tumhari Duaien puri kar raha hai to wo tumhara "Yaqeen" Barha raha hai,

Agar Duaien puri karne mein dair kar raha hai to tumhara "SABAR" barha raha hai.

Agar tumhar Duaoon ka jawab nahi de raha hai to wo tumhy aazma raha hai
meri awargi mein kuch dakhal hay tumhara bhi mohsin,

tumhari yaad aati hay to acha nahin lagta.
Mili Har Qadam Par Rafaqat Tumhari,

Kahan ham Kahan Yeh Anayat Tumhari



Humain Chaheye Bas Taluq tumhara,

Mohabbat Milay Ya Adawat Tumhari
tum say kahnay kay liaay bay-qarar hain hum
such tumharay hi talab-gaar hain hum

waqat milay to kabhi mil ker dekhiay
such baray hi milansar hain hum

sath wafa say nibhaay gay hum
such baray wafa-daar hain hum
HAMARE BUS ME HOTA TO..

Tumhe Banho Me Bhar lete
Tumhe Sab se Chupa lete
Tumhe Ankho Me Rakh Lete
Kabhi Na Roothne Dete
Kabhi Na Tootne dete

Tumhe Hum Qaid kar lete
Bus apne dil ki dunya me
Kisi bhi haal me hum phir
Tumhe azaad na karte,
Sabhi dunya bhula dete,
Tumhe apna bana lete,
Hamare bus me hota tou,

Magar hai bebasi aisi,
Hamara dil machalta hai,
Tumhe hi yad karta hai,
tumhara qurb chahta hai,
Magar hum kya karen jana,
Hamara bus nhi chalta ;->
Tum bhi suno Tum shayed samajhti ho Keh
tumharay lafz main siraf parhta hoon
Tumhari awaz siraf sunta hoon
tumharay naqoosh siraf dekhta hoon Aour tumhara
wajood siraf choota hoon Ghalat bilkul ghalat
Tumhain kia patta Keh tumharay lafzon ki cheekh .
Tumhari aawaz ka karb.
tumharay naqoosh ki pukaar Aour.
tumharay lums ki rooh Meri zaat ki mawaraai tehon
ki Kitni gehri parton main utar ke Tumhian meray
andar kiss kiss tarah
Amar kar detay hain....