tumhara SMS Messages286 messages

Jab tumhara Dil Gunah ke Kamon mein Lagna Shuro ho Jaye to Yeh is Baat ki Daleel hai ke tumhara Rab Tum se Naraz hai…’
Hazrat Ali (Razi Allah ta-ala Anho)
Ab is dil se ye gawara nahi hota,
inBOX main koi SMS tumhara nahi hota,
Bhool ker he sms ker diya kero,
Sirf yaad kerne se guzara nahi hota
Kabhi yun bhi to ho”
Darya ka sahil ho,Pooray chaand ki Raat ho,
or tum aao…
Kabhi yun bhi to ho,
Satroun ki mehfil ho,Koi Tumhari baat ho,
or tum aao…
Kabhi yun bhi to ho,
Sooni her manzil ho,koee na merey sath ho,
or tum aao…
Kabhi yun bhi to ho,
ye Badal aisa toot k barsey,
meray Dil ki tarha milnay ko tumhara dil bhi tarsey,
Or tum aao….
Kabhi yun bhi to ho
Tanhai ho,Dil ho, Barsat ho, or tum aao. .
Kabhi yun bhi to ho
LADY: Rahul Mera Bhai Tha

DAYA: Kya? Rahul tumhara Bhai Tha?

LADY: Han, Rahul Mera Bhai Tha

ABHIJEET: Rahul Sach me tumhara Bhai Tha???

LADY: Ha Sir...Wo Mera Bhai Tha.

ACP: My God, Iska Matlab, Tum RAHUL Ki Bahen Ho ...
MeRe Bas Me Ho To LeHRoN Ko ITNa “HaQQ” Bhi “Na Du..”
JaaN-E-MaN
***********
LiKHu KiNaRe Pe “NaaM
tumhara “AuR Use “CHHuNe” TaK “Na
Du..
2 Larkian Apas Me Lar Rahi Thi To Pas Me Se 1 Charsi Guzra
1st Girl: Ye Charsi tumhara Bf
2nd: tumhara BF
1st: tumhara
2nd: tumhara
... 1st: tumhara
2nd: tumhara
1st: tumhara
2nd: tumhara
Charsi: Ye Batao Mei Rukon Ya Jaon... =P

WahahahhHaha:p
Why I Hate C.I.D :(

An Example:
LADY: Rahul Mera Bhai Tha

DAYA: Kya? Rahul tumhara Bhai Tha?

LADY: Han, Rahul Mera Bhai Tha

ABHIJEET: Rahul Sach me tumhara Bhai Tha???

LADY: Ha Sir...Wo Mera Bhai Tha.

ACP: My God, Iska Matlab, Tum RAHUL Ki Bahen Ho ...
Boy: Darling, tumhara naam apny haath pe likhu ya dil pe?
Girl: idhar udhar Q likhty ho.. agar sacha piyar kirty ho to apni property papers pe likh do.


Oye teri larkian kitni chalak hogye hn star plus dekh ker
tumharay naam likhta hoon....!!

tumharay naam likhta hoon...!!
Tumhare naam likhta hun,
Muhabbat aur khusboo ke,
Wafaon ke massarat ke,
Dhadakte dil ke wo nagme,
Jo insano ki dharti par,
Har eek mausam me gaye hain !

Tumhare naam likhta hun,
Akhuwat aur ulfat ke,
Sadakat aur azmat ke,
Wo phoolon jaise afsane,
Jo iss duniyan me logon ne,
Sune hain aur sunaye hain !
Urooj par hai tumhara Mosam,

Khizaan main Tum ko Khareed lengay,

Bano gay Hum say Reham K Talib,

Na Tumko Mohlat Mazeed dengay,

Adaa K Qissay hwy Purany,

Jafa ka Mousam Khatam hi samjho,

Karengy Tum say Hisaab jana,

Na Tum ko Mohlat Mazeed dengay,

Wafa ki Lalach main Hum nay Jana,

Khoon apna JALA diya hai,

Faraib-o-Masti K Badlay Tum ko

Saza bhi Sun lo Shadeed dengay,

Urooj par hay tumhara Mousam,

Khizaan main Tum ko khareed lengay.
.
=> Tanveer Z. .
yeh duniya hai yahan pey yeh tamasha ho b sakta hai
abhi tu gham humara hai tumhara ho b sakta hai
Na ye samjo k tum hi akhri uski mohabbat ho
mohabbat juram hai usey dobarra b ho sakta hai
tera milna
bichar jana
bichar k pher mil jana
humesha ki judai ka ishara ho b sakta hai
Tum apny ap ko hrgiz koi ilzam mat dena ye soda hai mohabbat ka khasara ho b sakta haiii
Kahin wo mile to usay kehna K Lot aao
Lot aao k koi shiddat se
Barri muddat se Barri muhabat se tumhara intizar kar raha hai
Lot aao k
kisi ki bahare na hone se kisi ki aankhon mei nami or zindagi mei kami bohat zyada ha