yeh duniya hai yahan pey yeh tamasha ho b sakta hai abhi tu gham humara hai tumhara ho b sakta hai Na ye samjo k tum hi akhri uski mohabbat ho mohabbat juram hai usey dobarra b ho sakta hai tera milna bichar jana bichar k pher mil jana humesha ki judai ka ishara ho b sakta hai Tum apny ap ko hrgiz koi ilzam mat dena ye soda hai mohabbat ka khasara ho b sakta haiii
Ankhe kyon hui meri num kabhi
sochna,
kyon hua hum pe itna sitam kabhi
sochna,
pyar to hum dono ne kiya tha,
lekin sirf mujhe he kyon mila itna gum kabhi sochna.
Woh Keh Gaye Ki Mera Intezaar Mat Karna, Main Kahu Bhi To Muj Pe Aitbaar Mat Karna, Wo Kehte hai Ke Mujhe Tumse Mohabaat Nahi, Par Tum Kisi Aur Se Pyaar Mat Karna.....!! !