Khuda se koi baat anjaan nahi hoti,
jab insaan ki bandagi beimaan nahi hoti,
kabhi maanga hoga aapne 1 pyara sa dost,
yu hi aapki hamse pehchaan nahi hoti!!
Achy Dost
"HATH" Aur
"ANKH" Ki Tarha
Hotey Hain, Jab
"HATH" Ko
Taqleef Hoti Hai To
"ANKH" Roti hai.
Auur jab "Ankh"
Roti hai to
"HATH" ansoo
Ponchta hai.