ghar SMS Messages779 messages

~SUNO~ Aisa nhi krty "Jb paper aata hi na ho to ink zaya nhi krty"
~SUNO~ Jb nakal ka chance ho
to phir prha nhi krty"

~SUNO jb dost laaik ho apna,
to booti laya nhi krty.

Suno examinr ko galiyaan dete hen,
sir pe charhaya nhi krty.

Suno yahaan ka system ulta hy,
jo gues me hun swal wo aya nhi krty.

Suno ye boht hassaas ghari hoti hy,
dost ko paper me azmaya nhi krty.

~SUNO~ jb paper ata ho,
kisi ko dikhaya nhi krty...
Tamam stuDntz sy appeaL hy k wo apny apny result sy phly
ghar Ki sB chaplz , jharu nd waiper chupa dyn.
A msg 4rm



''SSF''






''SAVE STUDENTS FEDERATION'' ;->
Apki dosti Ki ek nazar chahiye,
dil hai beghar use ek ghar chahiye,
bas yuhi sath chalte raho e dost,
yeh dosti hamein umar bhar chahiye
Usne dur rehna ka mashwara b likha hai,
Saath he DOSTI ka wasta b likha hai,
Usne ye bhi likha hai mere ghar na aana,
Or saaf lafzo me rasta bhi likha hai
Aap ki dosti ki ek najar chahiye,
dil hai beghar usko ek ghar chahiye,
saath chalte rahna ai dost,
ye dosti hame umar bhar chahiye.
pholoon ki wadi mai ho basera tera
sitaron k angan mai ho ghar tera
dua hai ik dost ki ik dost ko.....
k tuj se b khobsurat ho muqadder tera....
God bless u..
7 Saal Pehlay Meri Girl Friend K Saray Bhai Kam Per Jatay Thay , Aj Saale ghar Me Bethay Hain Aur Date Marna Mission Impossible Ho Gya Ha ..

JEENAY Do MUSHARAF
7 Sal Pehle Meri Girl Frnd K Sare Bhai ghar Main Rehte Thai

Aur Us K Sath Date Marna Muskil Hota Tha
Ab Sab Bhai Atta K Liye Line Main Kahrey Rehtey Hain

Ab Maze Hi Maze ....

Geo Musharaf
Jala daali zaalimo ne meri dukan,
Es se to acha tha jala dete mujh samait mera makaan.

Ab kahan se kama k khilaounga apne gharane ko,
Jab ghar main hi nahi hoga raashan o samaan.

Mera qasoor kya tha aey zalim jalane wale,
Na main hamla awar tha na wo mera mehman.

Meri zindagi bhar ki kamaai aik pal main jal gai,
Aur tum kehte ho sabar kr.. na ho halkaan?

(Dedicated to those 5000 karachi shopkeepers whose shops burned out last nite...
Kat kay bhi sab se jo ooncha hai wo sar kis ka hai

Lut k abaad hai ab tak wo jo ghar kis ka hai

Takht walon ne muar''rikh bhi khareede honge

Zikr dunia main magar shaam-o-seher kis ka hai
Karbala Walon Ka Gham ghar ghar Main Manaya Jaye Ga

Maqsad-e-Shabeer Aalam Ko Bataya Jaye Ga

Yaad Ker K Jo na Roya Karbala Walon Ki Pyaas

Qabar Se Tishna Wo Mehshar Main Uthaya Jaye Ga
Ashoor ka dhal jana, Sughra(A.S) ka wo guzar jana,
Akber(A.S) teray seenay main, berchi ka utar jana,
Aye khoon-e-Ali Asghar(A.S) medan-e-qiamat main,
Shabir(A.S) ke chehray per kuch aur nikher jana,
Sajad(A.S) yeh kehtay thay, masoom Sakina(A.S) se,
Abbas(A.S) ke lashay se chup chap guzar jana,
nanhay se mujahid ko man nay ye nasihat ki,
Teeron ke muqabil bhi, bay khauf-o-khatar jana,
Ali ko rulaye ga ta hashr lahoo aksar
Zahra(AS) teri kaliyon ka sehra main bikhar jana