Main SMS Messages3698 messages

Hasti Ko Mohabat Mai Fana Kon Karega

Ye Farz Zamanay Main Ada Kon Karega

Hathon Ki Lakeroon Ko Zara Dekh Najoomi...

Yeh Dekh Mere Sath Wafa Kon Karega ????
Tumhare Baghair Tumhare Sang Rehne Lga Hu

Khud Ko Kuch Is Terha Se Saza Dene Lga Hun

Pathar Ki Terha Se Hoon Kabhi YeHumnam B Tha

Zard Patton Ki terha Se Roz Bikharnay Lga Hun

Kash Mujhe B Mere Hissay Ka Pyar Mil Jaye

Issi ass Per Ab Mai Yahan Jeene Lga Hon

Koi Nahi Marta Kisi K Bagiar Kabhi Yeh Kha Tha

Din Rat Yehi Soch Kar Ab Marnay Lga Hun

Tum Ne Kha Tha Koi Juda Nahi Kr Sakta HaMain

Ab Yehi Duaa me B Karne Lga Hoo
Barish aur Main,
dono ek jaisay hain, rote hain,
tadapte hain,
sisakte hain, machalte hain,
bond bond dard ka!
khamoshi se apni ragoon Main utar lete hain,
aur phr muskura kar chupke se..
chup ki chaddar odh lete hain..
haan sahyad,
BARISH aur Main dono ek hi jaisay hain!
ye kitaboon k Qissy,
Fasano ki baatain

nighaon ki jhilmil,
judai ki raatain

muhabat ki qasMain,
nibhaney k waday

ye dhoka wafa ka,
ye jhotey iradey

ye baatain kitabi,
ye nazMain purani

nahi in Main haqiqt,
ye sab hain kahani

na likhna inhain tum,
na mehfoz karna

ye jazbay hain bas,
in ko mehsos karna
Guzar gaye woh chaman se bahar ki tarah,
aankhon Main bas gaye hai intezaar ki tarah,
kaise bhula de unhe hum apni yaadon se,
unhone inkaar bhi kiya izhaar ki tarah...
Bicharr ke mujh se tum bhi jee na paoge
Sach kehta hoon mere bin bohat pachtaoge
Bardasht ka paimaana hai mera bhi bohat wasi
Bolo kitna rulaoge bolo kitna sataoge
Yaadein meri satayengi baatein meri rulayengi
Meri nigahon se tum khud ko kahan tak chhupaoge
Saaya bhi hua karta hai kya kabhi Insaan se judda
Tum jahan bhi jaoge saath mujh ko paoge
Kardega mera khaloos yeh haalat tumhari
Raaz e Dil zaban tak laoge aur keh na paoge
Karta hoon intezaar us lamhe ka Main
Jab mujhe apna keh ker paas bulaoge
KyuN bAr bAr tuJh kO MoHoBBaT JAtAon Main,
BeHtAr hAi aB yEhi K TuJhE BHOOL jaOn Main..

WaqiF tErE sAluq sE SArA jAhAn hAi,
PhiR Kyu ziNdAgE kO oR TAMASHA bAnAo Main..

NaFrAt kA eK bAr iZhAr To kArEn sAri umAr Jo uN kO SURAT diKhOn MÄiN..

HaSrAt bhAri nigAh kA KOi sAbAb tO hAi,
Tu hAaLe diL tO pUch KAhiN MAR nA jAoN Main..

GhAm kA mErE iLaAj jAb tU bHi nA kAr sAkA,
PhiR kYu nA iS JAHAN sE piChA CHURAON Main...
Ajnabee shaher me ajnabee log,
meri tanhai par muskurate rahe,
Main bahot der tak saheta raha,
aur wo mujhe baar-baar aajmate rahe.
Mohabbat Ki Aseeri Se Rehai Mangte Rehna
Bohut Aasaan Nahin Hota, Judai Mangte Rehna

Zara Sa Ishq Karlena, Zara Si Aankh Bhar Lena
Phir Is K Baab Main Sari Khudaai Mangte Rehna

Kabhi Mehroom Honton Pe Dua Ka Hurf Rakh Dena
Kabhi Wehshat Main Us Ki Narsai Mangte Rehna

Wafaon K Tasalsul Se Mohabbat Roth Jati Hai
Kahani Main Zara Si Bewafai Mangte Rehna

Ajab Hai Wehshate Jan Bhi K Aadat Hogai Dil Ko
Sakot-E-Sham-E-Gham Se Ham Nawaai Mangte Rehna

Kabhi Bache Ka Nannhe Hath Pe Titli K Per Rakhna
Kabhi Phir Us K Rangon Se Rehai Mangte Rehna
Aalam-E-Mohabbat Main
Ik Kamal-E-Wehshat Main
Besabab Rafaqat Main
Dukh Uthana Partaa Hai
Titlian Pakarne Ko
Door Jana Parta Hai
Kisi lamhe kuch jo sochoge

Tumhain hum yaad aayenge

Kabhi yun hi akele Main

beet-e- dino ko soch ker

Koi geet jo gungunaoge

Tumhain hum yaad aayenge

Sab doston ki mehfil Main

Kisi shokh si baat per

zer-e-lab jo muskuraoge

Tumhain hum yaad aayenge

Zindagi ke kisi morr per

Apne Dil ki baat ko

Kisi se keh na paoge

Tumhain hum yaad aayenge
“Dil ki Batain , bata deti hain , Aankhen ,
Dharkanon ko Jaga deti hain, Aankhen ,

Dil pe chalta nahi Jadoo, Cheroon ka kabhi ,
Dil ko tu , Deewana bana deti hain ,Aankhen,

Woh hum se baat nahi karte , tu na kare ,
Haal sara unke dil ka , Suna deti hain Aankhen,

Gham sada rehta nahi , Aadmi ke saath,
Ashk bana kar , Chalka deti hain Aankhen,

Aata hai jab dor - e - Jawani , tu ae Dosto,
Sunder Sapne Zehan mein ,Basa deti hain Aankhen,

Ma na ke Neend aati hai , Aankhon hi ke raste ,
Magar kabhi kabar ,Neend ,ura deti hain Aankhen,

SAGAR shukar hai , Khuda ne Ata ki , Aankhon ki Neamat huMain,
Dard -o-Gham ,sare Dil ke , Chupa deti hain Aankhen