Main SMS Messages3698 messages

Us nay kaha mugh say tuMain kitna pyaar hia
Main nay kaha sitroon ka koi shummar hia

uss nay kaha kon sa tohfa doon tuMain
Main nay kaha woh shaam jo ab tak udhaar hia
Chaha hai Maine bohat shiddat se tum ko
Main tumhain bohat shiddat se yaad aaonga

Yun sakoon se tum kabhi bhi so na sakoge
Ban ke Dil ki kasak raat bhar jagaoonga

Ab ke baras sawan Dil Main aag lagaye ga
Bhigo gi tum jab bhi baarish Main Main yaad aaonga

Her shair her nazam Main nazar aayengi meri baatein
Parhoge jab bhi koi shairi Main yaad aaonga
jab wo tumhri mohabbat hay
tu Main q noor-e- nazar tha

jab wo tumhri shar-e-kay
tu Main q hamsafar tha

jab wo tumhri raazdan hay
tu Main q hamraz tha

jab wo tumhri jan hay
tu Main q jana-e- jana tha
TERA QASOOR NAHIN THA MERA THA
Main TUJHKO APNA SAMJHA THIA
DAIKH K TEREY BADLAY TAIWAR
Main TU USSI DIN RO BAITHA THIA
AB Main SAMJHA AB YAD AYA
TU US DINKION CHUP CHUP SE THI
TUJH KO JANA HI THA TU ZAROR JATI..LAIKIN

MILAI BAGHAIR HI KIA JANA THA
AB TUJHKO KIA KIA YAD DILAON Main
AB TU WOH SAB KUCH HI AIK DHOKA THA
WOHI HUI HAI JO HONI THI
WOHI MILA HAI JOLIKHA THA
DILKO YUNHI AIK RANJ SA HAI WARNA...
TERA MERA SATH HI KAI THA
KIS KIS BAT KO ROON ----
MERA KENA HI ITNA THA

Kyun yaad tum itna aate ho...?
Kyun hum ko tum tarpaate ho...?

Gum sum gum sum hain aaj sahar se hum...
Kyun itna haMain sataate ho...?

Aadi hogaye hain us sitam ke hum...
Jo aadatan humpe dhaate ho.

Tumhain khayaalon se gar nikaal bhi dain...
To khwaabon Main aajaate ho.

Hum lab se nahin karte izhaar-e-mohabbat...
Tum aankhain hii nahin parh paate ho.
Al-Wida..
HaMain jab Al-wida kehnay lago tow muskra daina..
Sitara sath ker daina..
K rastay mein andhairay bhi tow aein gay..
Kisi harf-e-Dua ka istaara sath ker daina..
HaMain zaad-e-safar ko tumhari yaad ki sogaat kafi hai..
Tumharay sath mein guzra howa pal bhi ghaanimat hai..
kabhi tehray jo rastay mein..
Sunehari yaad ki surat tumhain ham-rah paein gay..
Tow ham tanha kahan hoon gay..
Magar phir bhi..
HaMain jab al-wida kehnay lago tow muskura daina..
Sitara sath ker daina..
Kisi harf-e-Dua ka istaara sath ker daina.. !!
kabhi zid kr k aur kabhi khana na khany ki dhamki dy kr
aur phir fakhar kea krta
mezaj Main hat dharmi aur zid tuu ab b wesi hi ha
lekin hat dharmi aur zid sehny wala koi nahi
dhamki b dy sakta hon
lekin dhamki Main any wala koi nahi
es k bawjud
jo kuch b chaha ha jesy tesy hasil kea ha
aur duniya ki beshumar nemat''ain muyasar hain
magar
wo lamhy jo beet gay
aur waqt jo guzar gaya
kahan say laa''on aur kis say mangon??
kabhi zid kr k aur kabhi khana na khany ki dhamki dy kr
aur phir fakhar kea krta
mezaj Main hat dharmi aur zid tuu ab b wesi hi ha
lekin hat dharmi aur zid sehny wala koi nahi
dhamki b dy sakta hon
lekin dhamki Main any wala koi nahi
es k bawjud
jo kuch b chaha ha jesy tesy hasil kea ha
aur duniya ki beshumar nemat''ain muyasar hain
magar
wo lamhy jo beet gay
aur waqt jo guzar gaya
kahan say laa''on aur kis say mangon??
jab bahaar aei tuu sehra ki tarf chal nekla
sehn_e_gul chor gaya dil mera pagal nekla
hum sakon dhundny nekly thy pareshaan rahy
shehr tuu shehr ha jungal b na jungal nekla
hum usy dhundny nekly tuu neshaan tak na mela
dil Main mojud raha ankh say ojhal nekla
wo jo afsana_e_ghum sun k hansa karty thy
etna roay hain k sab ankh ka kajal nekla
ek mulakat thi jo dil ko sada yad rahi
hum jesy umar samjhy thy eo ek pal nekla..!!
Apny Asool Youn B Kbi Torny Pry, Uski Khata Thi Hath HMain Jorny Pry, Aya Na Jb Qaraar Dil-e-Beqarar Ko, Yadon K Rukh UsKi Traf Morny Pry.
Lakeer Merey Haath Ki..

kuch udaas kuch khamosh
kuch bebas see lakeerien merey
haath ki?
Dhoondta Rehta hoon aksar in Lakeeron Main
Aik lakeer tere naam ki
Kuch maloom bhi hey
Kuch dil bhi janta hey
Ke in lakeeron Main koi lakeer Nahi tere naam ki
Phir bhi naa jane kion dhondta Rehta hoon
Aksar ek lakeer tere naam ki
Aik lakeer.. !
Surkh gulab ke sare mausam ter naam

Har subha ka pehla hjala tere naam

Teri yaad ka Beehta darya mary liye

Behti jheel Main pholl kANWAL ka tere naam

Jitnay Khawab Khuda ney mary naam likhay

Un khawabon ka lambha lambha tere naam

Teer bina jo umer beet gai

Ab es umer ka baqi hissa tere naam