Main SMS Messages3698 messages

yah dard mit gaya tou pher??
yah zakam sil gaya tou pher?
bichar k sochta hon Main .
wo pher say mill gaya tou pher?
Main titlion k sheher Main
rahoon tou muj ko fikar hai.
wo phool jo khila nae.
wo phool jhil gaya tou pher?
tumhain b kuch nae mila.
mujay b kuch nae mila.
tamam umer k liyay yah dard mil gaya tou pher?
Main is liay tou aaj tak sawal b na kar saka.
agar meray sawal ka jawab mil gaya tou pher?
yah theek hai k lot kar meray hi dil Main aao gay.
magar yah soch lo zara
badal yah dil gaya tou pher??
rukhsat huwa to ankh mila kar be nahi gaya
wo kyun gaya ye bata kar be nahi gaya

wo yon gaya kay bada-e-saba yaad aagai
ahsas tak be hum ko dila kar nahi gaya

ghar Main hay aj tak wohi khusbo basi hoi
lagta hay kay jasay wo aa kar hi nahi gaya

rehnay diya na us nay kisi kam ka mujy
our khak mian be muj ko mila kar nahigaya
Kathin he rah guzar thori door saath chalo
buhat kara he safar tori door saath chalo

tamam umar kahan saath deta he
ye jaanta hoon magar'' thori door saath chalo

nashe Main choor hoon Main b tumhain b hosh nai
bara maza ho agar thori door saath chalo

ye ek shab ki mulaqaat b ghanimat he
kise he kal ki khabar thori door saath chalo

abhi to door hain chirag rahon ke!!!
abhi he door sahar thori door saath chalo

tawaaf e manzil e janaan haMain b karna he
faraz tum bhi agar thori door saath chalo.
na shikayatein na gila kare. . .

koi esa shaksh howa kary. .jo meray leeye hi saja klary . .

kabhi royee wo baypanah. .kabhi bay tahasha udaas ho . .

kabhi chupke chupke se dabay qadam . .meray pehcay akar hansa kary.

meri qurbatein meri chahatien. .koi faryad kary qadam qadam . .

Main taveeel safar may hoon agar. .meri wapsi ki dua kare. .
Yun Tu Ghum Sab Ki Zindagi Main Hai...
Zabt Lakin Kisi Kisi Main Hai...
Usne Ghazal Sun Kar Kaha Meri...
Kitna Dukh Teri Shairiii Main Hai...
Ishq karnay kay bhi kuch aadab hotay hain
Khule ankhoun Main bhi kuch khuab hotay hain
Har koi roo kay dekhai yeh zarori to nahi
Khushk ankhoun Main bhi selaab hotay hain...
Main Tujhey Chaahta Nahin Leikin!!

Main Tujhey Chaahta Nahin Lekin
Phir Bhi Jab Paas Tu Nahin Hoti
Khud Ko Kitna Udaas Paata Hoon
Gham Say Apney Hawas Paata Hoon
Jaaney Kya Dhun Samaai Rehti Hai
Ikk Khamoshi Sii Chaai Rehti Hai
Khud Say Bhi Guftaguu Nahin Rehti
Main Tujhey Chaahta Nahin Lekin
Phir Bhi Shab Ki Taweel Khalwat Mein
Tairey Awqaat Sochta Hoon
Kon Say Phool Tujh Ko Bhaatey Hain
Rang Kya Kya Pasand Aatey Hain
Kho Sa Jaata Hoon Tairi Samaat Mein
Main Tujhey Chaahta Nahin Lekin
Phir Bhi Ehsaas Say Nijaat Nahin
Sochta Hoon To Ranj Hota Hai
Dil Ko Jaisey Koi Dabota Hai
Jiss Ko Itna Sarahta Hoon Main
Jiss Ko Iss Darja Chaahta Hoon Main
Uss Mein Teri Sii Koi Baat Nahin
Main Tujhey Chaahta Nahin Lekin!!!
Teri Tasweer meri Ankhon Main Basee kyun hai
Jidhar dekho bus udhar tu hi kyun hai

Teri yadoon say wabasta meri takdeer hai lekin
Tujhe naa paa ker meri takdeer roothi kyun hai

Mujh ko hai khaber asaan nahin tujhe haasil karna
phir bhi yeh intizaar yeh bekarari kyun hai

Barson guzar gaye meray tanhayee Main lekin
Meri baanhon ko aaj bhi tera intizaar kyun hai

Teri chahat ki kasam khoon kay aansoon royaa hon
Ab nahin hai kuch bakee phir yeh jaan bakee kyun hai

Khatam huwa mera yeh afsana ek baat batadoo lekin
Anjaam tha malooom mujh ko phir yeh muhabbat kyun hai
Dil Ki Baat Zaban Tak Lana Kitna Mushkil Hai
Halay Dil Auroon Ko Sunana Kitna Mushkil Hai

Aik HuMain Hai Teri Chahat,Aik Dunya Ki Majbori
Beech Samandar Diya Jalana Kitna Mushkil Hai

Aik Naye Dunya Ki Chahat Lay Aye Hai Kitni Dor
Wapis Laut K Ghar Ko Jana Kitna Mushkil Hai

Ab Tu Har Aik Hi Hum Ko Dard Ka Mara Lagta Hai
Apnay Zakham Logon Ko Dekhana Kitna Mushkil Hai

Roz Muhj Say Aik Naye Tamana Karta Hai Yeh Mera Dil
Is Nadaan Bachay Ko Samjhana Kitna Mushkil Hai

Hum Ankhoon Say Kehnay Walay Tum Hontoon Ko Sunanay Walay
Apni Chahat Yuhn Tumhain Batana Kitna Mushkil Hai
hum na samjhe nazroon ki taqaza kya hai... kabhi jalwa kabhi parda ye tamasha kya hai... mujh ko madhosh sa ker rakhi hai tere aankhon ne ... warna ae saaqi tere mah khane mien rakha kye hai.... dehk laila tere majnoo ka kaleja kya hai... khak mien mil k kehta hai k bigra kya hai... ye surahi sa badan le k mare samne na aa.... Main sharabi hoon sharabi ka bharosa he kya hai....
Bana ajnabi mera Humsafar....
Aur nazar bacha k guzar geya.
Main tha raston se bekhabar....
Aur Usey manzilon ka shaoor tha.....
Na theen aur koi b Ranjishain......
Sirf adaton mein tazaad tha.....
K Usey pasand theen shokhyan aur Mujhey sadgi pe ghuroor tha...
Her ek roop me sajne lage ho..

Baharoon ki Rut Main Nikharne Lage Ho..

Irada Na Karna Bicharne Ka Ab Tum.

Kyoun k Ab Apny Apny Se Lagne Lage Ho..