Diya SMS Messages534 messages

kuu-ba-kuu phail gaii baat shanaasaaii kii
us ne Khushbuu kii tarah merii paziiraaii kii

kaise keh doun k mujhe chhor Diyaa hai us ne
baat to sach hai magar baat hai rusvaaii kii

vo kahiin bhii gayaa lautaa to mere paas aayaa
bas yahii baat hai achchhii mere harajaaii kii

teraa pahaluu tere dil kii tarah aabaad rahe
tujh pe guzare na qayaamat shab-e-tanhaaii kii

us ne jalatii huii peshaanii pe jo haath rakhaa
ruuh tak aa gaii taasiir masiihaaii kii
Dhuwan Banake Fiza Mein Uda Diya Mujhko,
Main Jal Raha Tha Kisine Bujha Diya Mujhko,

Tariqeeyon Ka Fasana Suna Diya Mujhko,
Abhi Hansa Bhi Tha Aur Rula Diya Mujhko,

Main Ek Zara Bulandi Ko Chhune Nikla Tha,
Hawa Ne Thaam Ke Zameen Par Gira Diya Mujhko,

Safed Saang Ki Chaadar Lapet Kar Mujhpar,
Faseel-E-Sheher Pe Kisne Saja Diya Mujhko,

Khara Hoon Aaj Bhi Roti Ke Chaar Harf Liye,
Sawal Ye Hai Kitabnon Ne Kya Diya Mujhko,

Na Jaane Kaunsa Jazba Tha Jisne Khud Hi,
Meri Hi Zaat Ka Dushman Bana Diya Mujhko...
"Yaar ne dil ka haal batana chhod Diya,
humne bhi gehrayi mein jana chhod Diya,
jab unko hi koi doori ka ehsaas nahin,
to humne bhi unko ehsaas dilana chhod Diya."
ishq mai ghairat-e-jzbaat ne rone na Diya
wrna kya baat thi ks baat ne rone na Diya

ap kehte the k rone se na badlain ge nasiib
umr bhar apki is baat ne rone na Diya

rone walo se keh do unka b rona ro lain
jnko majburi-e- halaat ne rone na Diya

tjse mil kr hamain rona tha,bohat rona tha
tangi-e-waqt-e-mulaqat ne rone na Diya

ek do roz kaa sadmaa ho to ro lain
hmko hr roz k sadmaat ne rone na Diya
Rudaad-e-muhabbat kya kahiye kuch yaad rahi kuch bhool gaye
do din ki musarrat kya kahiye kuch yaad rahi kuch bhool gaye


jab jaam Diya tha saaqi ne jab daur chala tha mehfil mein
wo hosh ki sa''at kya kahiye kuch yaad rahi kuch bhool gaye


ehsaas ke maikhane mein kahan ab fikr-o-nazar ki qandilein
aalam ki shiddat kya kahiye kuch yaad rahi kuch bhool gaye


ab apni haqiqat bhi "Sagar" berabt kahani lagati hai
dunya ki haqiqat kya kahiye kuch yaad rahi kuch bhool gaye.................
khud ghar jala ke khud hi tamashaiyoon mein hoon
jub se suna hai mein tere shedaiyun mein hoon

har ik nafas ke saath mita jiss ke wastey
uska bayan hai ke mein harjaiyun mein hoon

ae dost tu ne mujh ko kyun gira Diya
socha nhin ke mein teri tanhaiyun mein hoon

har simat dhood dhoond mujhe dhoondney waley
mein hi toh teri tooti houi angraiyun mein hoon

iiss dil ke zakham kabi sil na payeingey
behtey lahoo ke josh ki garmiyun mein hoon

mujh se juda ho reh na payega tu ik din
mein sansoon ki bajti houi shehnaiyun mein hoon!!
Teray Waday Teri Kasmian Yaad Hain Mujhai..
Tu Ne Kaha Tha
Akhri Daam Taak Sath Nebahian Gay HUM DONOO
Tu Ne Kaha Tha Kohi Bi Hum Ko Juda Na kar Payega
Tu Ne Kaha Tha..
Teri Khaater Sari Duniya Choor Doongi Main.
Terey WADAY Teri KASMAIN Yaad Hain mujh Koo...
Lakin Ajj Yea JOoo Khaat Mila To
Ankain Bheeg Gayein...
Is Main Likha Main Ne Paara Hai..
WADA WAFA ka Toor Diya Hai.
Main Ne Tujhai CHOOR Diya Hai,,,,,,,,,,,,,,,
Tum Ne Kaha Tha
Wapas Kardoo Sare Khat Or Toofeey
Wapas Kardoo Sab Taswerain
Soo Loo Hum Ne Wapas Kar Diya
Sare Khat or Taswerain..
Phir Bhi Teri YAAD Satayee
Ek PAAL mujh Ko Nend Na Aayee..
Shayad Tum Ko Eleem Nahi
Zahain Ka Album Hota Hai
Fursaat Ho To Aaoo Kisi Din
Zahain Ka Album Khale Kar dOOoO
Meri Ankhain Nend Se Bhaar doOoOo,,,,,,,,,
Ankho me armaan Diya karte hai hum
Sabki neend chura liya karte hai hum
Ab se jab jab aapki palke japhkengi
Samajh lena tab tab aapko yaad kiya karte hai
Pyar nhi likha tha kismat me

to usne pyar kyu karwa Diya.

Shayad tadpte hue dekhna chahte the wo kisi ko,

jiske liye usne hume mohra bana Diya
Mai Bujhe Giya Hoon~!~

Ik Diya Hoon

Taiz Hawaon Kai Jhonkon Sai
Bus Bujhe Giya Hoon

Mai Jalraha Tha Barsoon Sai
Nibbat Raha Tha Arsoon Sai

Ab Bujhe Giya Hoon
Haan Ik Diya Hoon

Jalta Tha To Roshni Thi
Andhairoon Mai Ghir Giya Hoon

Mai Bujhe Giya Hoon
Ik Diya Hoon

Mujhe Sai Wabasta Saatoon Nai
Moon Mujhe Sai Moor Liya Hai

Mairay Andhairoon Ko
Mairay Sang Akaila Chor Diya Hai

Bus Abb Aandhion Ka Intizar Hai
Maira Abb Rahna Baikaar Hai

Mai Bujhe Giya Hoon

Haan Ik Diya Hoon
Is Zamanay Say Na Hum Koi Gilaa Rakhain Gain
Dil Lagayein Gain To Na Shart-E-Wafa Rakhain Gain

Na Dikhayain Gain Kabhi Dil Pe Lage Zakhm Unhain
Dard Uthay Ga Magar Dil Ko Daba Rakhain Gain

Jaan De Daingain Agar Aik Ishaara Kar De
Ham Usay Apne Liye Bhi Na Bacha Ke Rakhain Gain

Sab Hata Daingain Teri Raah Ki Rukawat Hamdam
Ghar Ke Darwazay Ko Har Waqt Khula Rakhain Gain

Unki Har Baat Ko Bhoolay Say Na Bhoolain Gain Kabhi
Unki Yadoon Ko Bhi Seenay Se Laga Rakhain Gain

Toot Bhi Jaayegi Umeed Jo Tere Aanay Ki
Ek Diya Phir Bhi Hawaaon Main Jala Rakhain Gain