Diya SMS Messages534 messages

Phir kahain Dour sey ik baar sada do mujh ko,
meri tanhai ka ehsas dila do mujh ko
.
tum tou aftab ho tumhey meri zarorat kya hai,
main Diya hoon kisi chokhat pey jala do mujh ko

Hum to SHAYAR na they kabhi.....

SHAYARI to unki YAADON ne sikha di hume !!


Hum to ASHIQ na they kabhi.....

ASHIQUI to unki BAATON ne sikha di hume !!


Hum to DEEWANE na they kabhi...

DEEWANGI to unke PYAR ne sikha di hume !!


Hum to ROTE na they kabhi....

RONA to unki TANHAIYO ne sikha Diya hume !!


SHABDO KO PYAR BHARE ALFAZO mein bolne wale to hum na they....

IS TARAH bolna unki MOHABBAT ne sikha Diya hume !!


APNE PYAR KA ISHAAR karne wale to hum na they....

lekin unke IKRAAR ne ISHAAR karna bhi sikha Diya hume......;->
majburiya hamari wo jaan na sake
farmano ko hamare wo maan na sake
kehte he wo hame mar kar bhi chahenge
jite ji hame jo pehchan na sake
nahi he shikayat tujhse ki dukh Diya tune
hume hi shouq tha aankhe zara bhigone ka
bahut aziz thi aankhe meri jise kal tak
sabab bhi poochne na aaya mere rone ka
Barsaat ki bheegi raaton mai pir koi suhaani yaad ayi ,
Kuch apne zamana yaad aaya kuch unki jawani yaad aayi,
Hum bhool chuke they jisne Hume duniya mai akela chor Diya ,
Jab gaur kiya tau ek surat jaani pehchaani yaad aayi..
Hum nay kisi ki yaad may rona he choor Diya
Apni zindagi ko talash karna he choor Diya
Sab beeti hui batain bhula dee hum nay
Ab dil may mazii bsana choor Diya hum nay
Kantoon say bhar detay hain log daman
Hum nay anghan may naey phool khilana he choor Diya
Kabhi na mangain gay bheek kisi k pyaar ki
Isi liye hum nay pyaar karna he choor Diya..
Woh NaDiyan Nahi Aansu They Mere
Jinpar Woh Kashti Chalate Rahe
Manzil Mile Unhein Yeh Chahat Thi Meri
Isliye Hum Aansu Bahate Rahe
Gali Main Dard K Purze Talaash Karti Thi
Maire Khatoot K Tukre Talaash Karti Thi

Bhulae Koon Azyat PasanDiyaan Us Ki
Khushi K Dhair Main Sadmey Talaash Karti Thi

Ajab Hijar Parasti Thi Uski Fitrat Main
Shajar K Toote Patey Talaash Karti Thi

Ghuma Phira K Judai Ki Baat Karti Thi
Hamaisha Hijar K Harbey Talaash Karti Thi

Duain Karti Thi Ujre Howe Mazaroon Par
Bare Ajeeb Sahaaray Talaash Karti Thi

Mujhe To Aaj Bataaya Hai Badloon Ne
Wo Laut Aane K Raaste Talaash Karti Thi
Uski yaadon ka silsila hoga
is kahani main or kya hoga
jab bichar kar bhi wo khamosh raha
Ghar jaa kar tu ro Diya hoga
khud ko samjha Diya hay main magar
kya wo khud bhi badal gaya hoga
itna aasaan na tha mujhay khona
usne khud ko ganwa dia hoga
mujh ko veeran kar Diya jis ne
khud tu aabaad kahin huwa hoga
sochta hoon jo mujhko chahta tha
yaad mujh ko kar raha hoga
yaadon ki kimat woh kya jane,
jo khud yaadon ko mita Diya karte hain
yaadon ki kimat to unse pucho
jo yaadon ke sahare jiya karte hain
Kaanch ka tohfa na dena kabhi,

Ruth k log tod Diya karte hai,

Jo bahut ache ho unse pyar na karna,

Aksar ache log hi dil tod
Diya karte.......;->
Raat ki tanhai mein unko awaaz Diya karte hain
Raat mein sitaaron se unka zikre kiya karte hain
Woh ayen ya na ayen humare khwabon mein
Hum toh bus unhi ka intezaar kiya karte hain ....;->
Jis pal aap dil se muskuraoge,

Apni hasi mein hamari jhalak paoge.

Na samajna ke saath chhod Diya hamne,

Palat kar dekhoge to har raah par hame paoge.