Diya SMS Messages534 messages

Ajeeb Hijar parasti Thi Uski Fitrat Mein
Shajar Ke Tooty Patty Talash Kerta Tha
Qayyam Kerta Tha Wo Mujh Mein Soofyon Ki Tarah
Udas Reh Ker Goshay Talash Kerta Tha
Tamam Rat Wo Zakham De ke Apne Pairon Ko
Mere Wajod Ke Raizay Talash Kerta tha
Duain Kerta Tha Ujray Huy Mazaron Per
Bary Ajeeb Sahary Talash Kerta Tha
Bhulaye Kyun Aziyat PasanDiyan Uski
Khusi K Dhair Mein Sadmay Talash Kerta Tha
Muhabbat Main Maine Kya Kuch Nhi Luta Diya,


Unko Pasand Thi Roshni Or Hamne Khud Ko Jala Diya....
''Faraz'' ab koi sauda koi junoon bhi nahin
magar qaraar se din kat rahe hon yuun bhii nahin


lab-o-dahan bhi mila guftaguu ka fan bhi mila
magar jo dil pe guzarati hai,, keh sakoon bhi nahin


merii zubaan ki luknat se bad_gumaan na ho
jo tu kahe to tujhe umar bhar miloon bhi nahin


''Faraz'' jaise koi Diya turbat-e-havaa chaahe hai
tuu paas aaye to mumkin hai main rahoon bhi nahin !!!
Kabi chahton mein chupa liya
Kabi Nafraton mein jala Diya
kabi huns k hum ko mana liya
Kabi Ansoun mein baha Diya
Yea zindagi b ajeeb hai
kabi khushboo ban ker Bikher gai
Kabi Lumha bher mein guzer gai
kabi Jugnu ban ker Chamak uthi
Kabi Mil k Phir say bichar gai
Ehsaan kiya usne mujhe pyar sikhakar,

h0ti hai chahat kya ye muje samjakar.

Qurbani hai pyar ka asli matlab,

chh0d Diya saath mera bas itna bata kar.
be chainiyan simat kar sare jahan ki



jub kuch na ban saka tu maira dil bana Diya
yeh bhi ma'' loom hay na aao gaey
muddaton se par intizaar wohi

meri wehshat ka rang bhi wesa
aur khaali tera Diyaar wohi
raabta toot jata he, silsila nahi milta
mujhay dehaan ki galiyon main raasta nahi milta

us kitaaray roshan main ik kami si lagti he
jis pe naam tha tera, wo Diya nahi milta
Deepak raag hai chaahat apni kyu sunaaye tumhe
hum to sulagte hi rehte hai kyu sulgaaye tumhe

tark-e-mohabbat, tark-e-tamannaa karne ke baad
hum pe yeh mushkil aan parri hai kaise bulaaye tumhe

sannaataa jab tanhaayi ke zehar mein bujhta hai
vo ghaDiyaa kyu kar katti hai kaise bataaye tumhe

jinn baato ne pyaar tumhara nafrat mein badlaa
darr lagtaa hai vo baate bhi bhool na jaaye tumhe.
vo log bohut Khush-qismat thay
jo ishq ko kaam samjhtay thay
yaa kaam say aashiqii kartay thay
ham jiitay ji masruuf rahay
kuch ishq kiya kuch kaam kiya

kaam ishq ke aa''ray aataa raha
aur ishq se kaam ulajhta raha
phir aaKhir tang aakar hum nay
donon ko adhuuraa chhorr Diya
waqt jab humein kareeb laya,
tab pyaar ne apna beej boya.
waqt woh bhi kya haseen tha,
jab dil humne khoya thaa.
najar ne jamm yun peelaya tha,
ki nashein main jhuma saara jahan thaa.
pyaar humein kareeb yun laya ki,
har sapne ko aashiyan mil gaya.
jeevan humhara naam tumhare ho gaya,
aur saath pheeron ne indradhanush ke raangon se isse bhar Diya.
Na Tasweer Hai Tumhari Jo Deedar Kiya Jaye,
Na Tum Ho Pas Jo Pyar Kiya Jaye,
Yeh Kaisa Dard Diya Hai Tum Nay,
Na Kuch Kaha Jaye,
Na Tum Bin Raha Jaye.