Diya SMS Messages534 messages

TUM SE KABHI KUCH KEHNAY KI HIMMAT NA HUI.
TUM KO BHULANEY KI BHI KABHI KOSHISH NA HUI.
TUM SAY MOHABBAT THI, HAI AUR RAHEGII
HAMESHA,
PAR TUM SE IZHAAR KARNE KI KABHI ULFAT NA HUI.
KEHTEIN HAIN LOG KE PYAAR KO AANKHON SAY BHI BYAAN KIYA JAA SAKTA HAI,
PAR TUM KO KABHI MERI AANKHON MAIN DEKHNAY KI FURSAT NA HUI.
MERAY PYAAR KA MAZAAK BANA KAR IK HASEE MAIN TO URADiya,
PAR MERAY AANSOON KO DEKHNAY KI KABHI JURRAT NA HUI.
Ek ladke ne ek ladki ko propose kiya,
to ladki ne uske praposel ko thukra Diya,
uska dost ye sab dekh raha tha,
or dusre us ladke se kahta he ki us ladki ne tumhare praposel ko thukra Diya fir bhi tum udas kyu nahi ho?
Wo ladka kahta he,
me udas kyu rahu,
jabki mai janta hu ki maine use khoya he,
jo mujhse pyar nahi karti thi,
udas to use hona chahiye kyuki usne use kho Diya jo usase sachhi muhabbat karta tha.
Ek ladke
ne ek ladki
ko prapose
kiya to ladki
ne uske praposel
ko thukra
Diya.Uska
dost ye sab
dekh raha tha
aur dusre din
use khush
dekh kar
usase puchhata
hai tum to khus
nazar aarahe
ho jabki ladki
ne to tumhare
praposel ko
thukara Diya,
kya tum udas
nahi ho ?
to wo ladka
kahta hai
mai udas kyu
rahu wo bhi
uske liye jo
mujhse pyar nahi
karti,jabki
mai janta hu
ki maine use
khoya hai
jo mujhse par
nahi karti
udas to use
hona chahiye
tha ki usne
use kho Diya
jo use sachcha
pyar karta tha.
RAHUL
Wo jo aks aks ganwa Diya
Kabhi roo baroo tha meray liye
Woo jo naksh naksh mita Diya
kabhi char soo tha meray liye
jo had-e-hawa say bhi door hai
kabhi koo ba koo tha meray liye
jo tapish hay mauj-e-saraab ki
kabhi abb-e-joo tha meray liye
jisay ap likhta hoon khat mein
kabhi sirf tuu hi tha meray liye
Badi koshish k bad use bhula Diya,
Uski yadon ko sine mita Diya.
1 din fir uska paigam aya,
Likha tha mujhe bhul jao,
Aur mujhe bula hua har lamha yad agaya
Kabhi hum pe wo jan Diya karte the
Jo hum kahte the wo man liya karte the
Aaj pas se anjan bankar gujar gaye
Jo dur se hi pahchan liya karte the.
jism hun mein per
mujhmein koi jaan nahi

dil to hai paas per
ab ismein koi armaan nahi

chin gayi jo khushiyaan
to rahi koi iccha baki nahi

chala gaya jo ik baar
phir wo lauta wapis nahi

cha gaya jo uska khumaar
chahat bhi ab koi baki nahi

kho Diya jo pyar ik baar
mila wo phir dubara nahi

kaash! mil jata wo mujhe
to usay jane kabhi deti nahi

jism hun mein per
mujhmein koi jaan nahi
Hamari kismet yeh thee kay hamsafar bhi hamein
Wohi milay jo bohut yaad aane vale thay,

Bhalaa gamon say kahaan haar jaanay vale thay,
Ham ansuon kee taran muskuraanay vale thay,
Hamiin nay kar Diya ailaane –gumraahi varna,
Hamaaray peechhay bohut loag aanay vale thay,
Main jin ko jaan kay peh-chaan bhi nhi sakta,
Kuchh aisay loag mera ghar jalaane vaale thay,
Hamari kismet yeh thee kay hamsafar bhi hamein,
Wohi milay jo bohut yaad aane vale thay,
us ne mehsoos bhi na honey Diya....yun kahani ka rukh moor Diya...milney julney main ki kami pehley...phir rafta rafta hamein hi choor dya
Har mulk mein Munafiq hotey hein laikin lagta hai ka hamarey mulk mein un kee wafar miqdar payee jaati hai.

Naheen mantey.
Proof#1: Jab Liaqat Ali sahib ko goli lagi thi to qatil ko ussi waqt kyun mar Diya ghaya tha?
zardari aur Nawaz kee dosti aaj kal k pyar kee tarha hai,
naheen mantey,
Proof: "jab larki flirt karney k liye kehti hai"I love You" to larkey ko lagta hai k jaisay uss nein kya kar Diya hai, halankey haqeeqat mein kuch b naheen hota"

Issi tarha jab zardari muskura detein hein to nawaz samjhtey hein k maumla suljh ghaya halankey hota kuch b nahee
sukkiyaan Rotiyaan vaich
Copoy Akhbar di Raddi Vaich
Loya Lailan Vaich
Teen DabbaVaich
AdDiyaan Aali Juttiyaan Vaich
Par...Maino msg Phaij