Badi koshish k bad use bhula diya,
Uski yadon ko sine mita diya.
1 din fir uska paigam aya,
Likha tha mujhe bhul jao,
Aur mujhe bula hua har lamha yad agaya
Bahut udas hai koi tere jane se. Ho sake to laut aa kisi bahane se. Tu lakh
khafa sahi magar ek baar to dekh ,Koi toot gaya hai TERE rooth jane se...
"I REALLY MISS U A LOT"