Aana SMS Messages322 messages

zakham inne gehre c ki izhaar ki karde,

asi khud nishAana ban gaye c waar ki karde,

dil kadd ke tere kadma''ch rakh ditta,

hun tu hi das iss ton wad tera satkaar ki karde..
"RIdDLE Of thE NIte."

Q: Aik GOoNga apNI GirL fRieND Ko GAana kIs taRAH sUNae ga?

RePLY MuST.. .
Sardar Ki Maa

Puttar Tujhay Yahan Se

Jalindhar Janay Mein 1 Din Laga





Aur





Wapas Aanay Mein 3 Din Wo B Naye Car Se



Sardaar : Maa Ye Car Bananay Wale Bhi

Pagal Hein Janay K Liay 4 Gear

Or Aanay Ke Liay Sirf 1 (Revers) Gear.
Sardar 2 Sardarni:

Ajj 4 Wajjay Khotyan Di Race Aye, Main Uthey JAana Aye.



Sardarni: Bus Rein Diyo,
Turya Jaanda Nai,
Tay Race Lao Gye! :-)
chahat main...


qurbat ki khatir...


chura kar...


vasl lamhon ki rAanai...


wo phair leta hai nigahain...


aur de jata hai...


lambi hilr ki saatain...
BaRish!

ToO Na AAya Ker

Kay Tere Aanay Say

Aur Janay Kay BaaD Bhi

Koi

Buhat Dair Tak UdaSs RahTaa Hay!!!!
ik raat hoi barsaat bohat
main royaa saari raat bohat
har ghum tha zamAanay ka lekin
main tanha tha us raat bohat
phiraankh say ik saawan barsa
jab seher hoi to khayaal aaya
woh baadal kitna tanha tha
jo barsa saari raat bohat
Teray galay main jo banhon ko daal rakhtay hain
Tujhey manAanay kaa kaisaa kamaal rakhtay hain

Tujhey khabar hay tujhey soochnay ki khatir hum
Bohat say kaam mukaddar pay taal rakhtay hain

Koee bhee faislaa hum sooch kar naheen kartay
Tumhaaray naam kaa sikka uchaal rakhtay hain
Musafir to bichadte hain , rafaqat kab badalti hai
Mohabbat zinda rehti hai,mohabbat kab badalti hai

Tumhi ko chahte hain hum ,tumhi se pyar karte hain
Yehi barson ki aadat hai aur aadat kab badalti hai

Tumhe jo yaad rakha hai yehi apni ibadat hai
Jo paththar par likhi jaaye ,ibarat kab badalti hai

Kali ka phool banna aur bhikhar jAana
Yehi qaanoon -e- fitrat hai to fitrat kab badalti hai

Jo dil pe naqsh kar jaaye aur aankhon mein simat aaye
Alaamat hai yeh chaahat ki to chaahat kab badalti hai

Use chaaha use pooja yehi tauqeer hai apni
Hamein gumrah mat samjho ibaadat kab badalti hai

Purane zakhm ko ab Bhula dein yahi achcha hai
Na chaahe aap hi koi to qismat kab badalti hai
Rafaqtoon k silsilay na toot jain kahin

.Kabhi kabhi milny ka silsila rakhna.

MAana k aor log be hain kareeb tumhary.

Magar meri zaat ko aoron say juda rakhna.
chaho koi kaisay bikharta hai
Chaman main ja kay khizaan main
Kabhii patton ko dekho tum
Ya phir ik aainaa lay lo
Ussay patthar pay giraa do
Agar mushkil hai tum ko
To kissi khoobsurat phool ko le lena
Ussay hawa kay dosh pay rakhna
To phir tum jaan jao ge
Koi kaisay bikharta hai
Agar yeh bhi na kar sako
To mairay paas aajAana
Mera deedar kar lena
Khabarr yeh ho hee jayay gee
Koi kaisay bikhartaa hai..........
Apne honton per sajana chahta hon
Aa tujhey main gungunana chahta hon

Koi ansoo tere daman per gira ker
Boond ko moty banana chahta hon

Thuk gaya main kerte kerte yad tujhko
Ab tujhey main yad Aanaa chahta hon

akhri hichki tere zaano pe aaye
maut bhi main sha''erana chahta hon

Rah gayi kuch kami ruswaiyon main
Phr QATEEL us durr pe jana chahta hon