Main SMS Messages3698 messages

Ajab IkhtiLaaf Tha Hamari mohAbAt Main,




wo jisAm ka Pujari tha Aur Main rooh Ki,
Maine kab chaha k wo zindagi mere nam ker de....

bus mujhey chaha itna sa kaam ker de...

her rooz kuch lamhe mujhey soocha kare...

kub kaha k meri yad me subh-o-shaam ker de...
!!!Tunha tunha mat socha ker!!!

Tunha tunha mat socha ker
Mar jaye ga mat socha ker

Jis ki fitrat Main dasna ho
Woh to dasay ga mat socha ker

Pyar ghari bhar ka hi bohat hai
Jhota, sacha, mat socha ker

Maan mere shahzade wagerna
Pachtaye ga mat socha ke
Jab Main mar jao mera dil likalkar
Bahar rakh dena,
Jab Main mar jao mera dil likalkar
Bahar rakh dena,
Take woh na dafan ho jaye
jo is dil Main rehte
kyun chhup k mohabat karte ho

sanG Chalne ka dum Bharte ho

jo shikwaY GilaY Hain keh Dalo

kion Baat khulne se Darte ho

use Bhool jao jo Guzar GaYa

kion khud se Itna Larte Ho

mujhe B khud Main shaamil kar lo

kion Tanha Aag Main jalte ho

B,fikar ho jao ye jaan lo Tum

Tum mere Dil Main BastaY Ho.
Tu Agar Sath Mera De To Bharosa Hai Mujhe,

Main Kehkashan Mein Sitaron Ko Bhi Chhu Paungi,

Main Dard-O-Yaas Ki Duniya Pe Fateh Paungi,

Tere Dil Mein Tere Jeevan Mein Sama Jaungi,
Tu Agar Sath Mera De To Bharosa Hai Mujhe.........;->
Lhika Hai Mera Naam Samnder Per Hawa Nay





Or Dono Ki Fitrat Main na Sakon Hai Na Wafa Hai....
Is Shab k Muqadar Main Sehr Hi Nahi Mohsin







Daikha Hai kai Baar Charaghon Ko Bujha Ker
Titlion Ki Khwahush To,


Titlion Se Naazak hY,


IS Tarah Ki Khwahish Ka

Raang Roop Dhalne Main,

Kitne Dair Lagti hY,

Titlion K Dil Awaiz

Naram Naram Pankhon Se,

Dilkashi Utarne Main


Dair Jitni Lagti hY.
Mere be-rabt khayalat me kya rakha hai!

Main to pagal hon, meri baat me kya rakha hai!

Baandh rakha hai teri yaad ne maazi se mujhe!

Werna guzray huwe lamhat mein kya rakha hai!

Tu jo mil paye to aur khuda se kya maangu!

Tu alag ho to meri zaat me kya rakha hai.
Raat kay pichlay pehar
uss ki shab bedar aankhoon Main
nami ka ahsas uss kayy dil ka haal
bata raha tha
un aankhon Main chayay surk doray
uss ki haya ki surkhi nahin
uss kay dil kay haal ki gahmaz thee
lekin shabash aay larki
tu nay usay kitni khobsorti say
apnay dil ka haal
aankhoon Main chupa lia.
Mujrim bhi tha mohsin bhi mera lagta tha
dst-e-katil bhi mjhy dast-e-hina lgta tha
Ary daikhny waly to usy daikhty reh jaty thy
han wo shaks mohabt ka khuda lgta tha
kanton bhari shakh nazar ata tha kabi
phool lgta tha kabi bad-e-saba lgta tha
ab logon sy pochta phirta hai mare ghar ka pata
Main jisy sare zamany sy bura lgta tha
us ki batein thin ravayat sy hat kar MOHSIN
sub Main rehta tha magar sub sy juda lgta tha