Main SMS Messages3698 messages

kuch batein an-kahi si rehne do,
kuch batein un-suni si rehne do,
sub batein agar keh dain dil ki,
sub batein agar sun lain is ki,
to phir kiya reh jaye ga,
aik ojhal beqali si rehne do,
aik rangeen un-bani si duniya Main,
aik khirki un-khuli si rehne do...
Usko her chahton se barh kar chaha Maine
kay her chaht ne mere hasti mita di
Wo na janay kis mitti se bana tha
Jisne mere jene ki her hasrat mita di
Mai khamosh ho chuki hon jaise kuch bacha ni
Muj pe her dukh ki usne hr intaha milta di
Kisi ne door se dekha koi qareeb aaya
Ameer shehar Main jab bi koi ghareeb aaya

Hawa Main zehar gola paniyon Main aag lagi
Tumhare bad zamana bara ajeeb aaya
Meri Chahat Tum Se Alag Kab Hai,
Dil Ki Batain Tum Se Chup Kab Hai,
Tum Sath Raho Dil Main Dharkan Ki Tarah,
Phir Zindagi Ko Sanson Ki Zarorat Kab Hai
Kabhi Chup Ki Mohar Sajatay Hain,
Kabhi Geet Labon Per Laitay Hain,
Kabhi Sub Ka Dil Behlatay Hain,
Kabhi Khud Main Tanha Hotay Hain,
Kabhi Shab Bhar Jagtay Rehtay Hain,
Kabhi Ro Ro Kar So Jatay Hain,
Hum Nazuk Nazuk Dil Walay
Bus Kuch Aisay He To Hotay Hain!!
Jasus
De Sakey Tu Mere Jazbaat Ko Ta''ana Jiska

Mujh Ko Aisi Tou Koi Apni Khata Yaad Nahi

Duur Reh Ker Bhi Teri Yaad Ko Pooja Maine

Ye Na Keh Mjhe Adab-e-Wafa Yaad Nahi
Nazar Se Ishq Ki Jab Roshni c Chanti Hy

Zameen Dil Ki Tamanna K Phool Janti Hy

Kisi Ko Pyar Main Asaan Hai Jaan Keh Dena

Nibhate Waqt Magar Jaan Par Hii Banti Hy
Soo baar Chaman Mehka
Soo Baar Bahar Aye
Duniya Ki Wohi Ronaq
Dil Ki Wohi Tanhai
Yeh Raat Ki Khamoshi
Yeh Alam-E-Tanhai
Phir Dard Utha Dil Mein
Phir Yaad Teri Aaye
Iss Alam-E-Veran Mein
Kia Anjuman Aarai
Do Roz Ki Mehfil hai
Ek Umer Ki Tanhai
Her Dard-E-Mohabbat Se
Uljhi Hai Gham-E-hasti
Kia Kia HaMain Yaad Aya
Jab Teri Yaad Aye
Apnay apnay Bay Wafaoon naY HaMain yakjaa kiyaa






---Warna mein Tera nA Tha or Tu mera na tha---
ungliyan Aaj Bhi is Soch Main Gum Hain Fraz.................







Us Ne kaisae Naye Hath ko Thama hou Ga.
Charagh Bujhtey Chaley Ja rhey Hain silsilawar....






Main khud ko Dekh rha hoon Fasana Hotey hue
Tum Bhala kiya HuMain manzil ki Basharat Do GY





Tum To Rasta Bhi Nahi Dete ho Chalne k Liye