Main SMS Messages3698 messages

Main Tujh Ko Chah Ker Kese Kisi Ki Chah Karun

Tujhe Nibah K Kyun Kr Koi Nibah Karun

Tu Zindagi Hi Nahi Meri Bandagi Bhi Hai

Kisi Aur Ko Soch K Kese Koi Gunah Karun
Dil Lagi Thi Usey Hum Se Mohabbat Kab Thi
Mehfil-e-Gair Se Un Ko Fursat Kab Thi
Hum Thay Mohabbat Main Lot Jane K Qabil
Us K Wadoon Main Wo Haqiqat Kab Thi…
Badla jo Waqt, Gehri Rafaqat Badal Gai.

Suraj Dhala To Saaye ki Soorat Badal Gai.

Ik Umr Tak Main Uski Zaroorat Bana raha.

Phir yun Hua k Uski Zaroorat Badal Gai..
Main chahata bhi yahi tha wo bewafa nikalay
usay samajhnay ka koi to silsila nikalay

kitab-e-maazi ke auraaq ulat kay dekh zara
na jaanay kaun sa safah mura hua nikalay

jo dekhanay Main bahut hi qareb lagata hai
usi kay baray Main socho to fasala nikalay
Phool To Khiltay Hain Har Zameen Pay Magar

Sar-E-Keechar Jo Khilain Wo Kanwal Hotay Hain

Mohabbaton Main Daawon Ka Na Dilao Tum Yaqeen

Mohabbaton Main To Darkaar Amal Hotay Hain
Phool To Khiltay Hain Har Zameen Pay Magar

Sar-E-Keechar Jo Khilain Wo Kanwal Hotay Hain

Mohabbaton Main Daawon Ka Na Dilao Tum Yaqeen

Mohabbaton Main To Darkaar Amal Hotay Hain
Main nye soraj sye mohabbat ki
to woh ghoroob ho gaya
Chand sye mohabbat ki
to woh chhoop gaya
Janwar sye mohabbat ki
to woh samjh na saka
Insan sye mohabbat ki
to woh wafa na ker saka
Akher mohabbat kia hye ?

muhabat woh hai jiska sooraj hamesha chamakta hai
muhabat woh hai jiski jaban janwar bhi samajhtey hain
muhabat woh hai jo insaan ko muhabat ki qabil banati hai
muhabat ye sab hai aur sirf muhabat
Main muntazir hoon barish ka, fasl-e-bahar say pehlay,
Main muntazir hoon phoolon ka, rahon Main khaar say pehlay.

haan us k wastay sooli, pe char gaya tha Main laikin,
maktal Main sang utha paya, koi na yaar say pehlay
waqt jab humein kareeb laya,
tab pyaar ne apna beej boya.
waqt woh bhi kya haseen tha,
jab dil humne khoya thaa.
najar ne jamm yun peelaya tha,
ki nashein Main jhuma saara jahan thaa.
pyaar humein kareeb yun laya ki,
har sapne ko aashiyan mil gaya.
jeevan humhara naam tumhare ho gaya,
aur saath pheeron ne indradhanush ke raangon se isse bhar diya.
har lafz se us k Main ne chahat ki hai
us k har vaade ki izzat ki hai
har khwab ko us k samjha hai apna
us k har ehsas ki ibadat ki hai
wo hanste hanste jo ansoo de deta hai
Main ne to un ansuon se b mohabbat ki hai!!
~ Tun Bin ~
wo khatam qaid ki miad bhi nahin krta,
magar Main zahmat-e-feraad bhi nahinkrta,
kabhi kabhi wo itna yad aata hay"faraz''
Main zid Main aa kr use yad bhi nahin kr
Main Muskurata tha Loghon k Gham dekh Kar Magar ab
Har Waqat mere Ashiyaane pr Ghar ka Qiyaam rehta hai

Tu muj se Bichar Jaye Main Soch Saqta nahi tha
Main samajhta tha Har koi Apna Kalaam kehta hai

Zindagi Bhar inkaar Karte RAhey Naam Sharaab se Nasir
Magar ab har waqat hathon mein Jaam rehta hai..!!!