Main SMS Messages3698 messages

Kal Raat Ik Mahfil Hoe
Mahfil Main Ik Baat Hoe

Ik Chand Mujhay Nazar Aaya
Bas Ankhon Say Molaqat Hoe

Es Chand Ki Naram Nigahon Say
Es Dil Ki Har Ik Baat Hoe

Es Chand Ki Ghani Zulfon Main
Kab Sham Hoe Kab Raat Hoe

Bas Yeahe Ik Baat Hoe
Ik Naey Pyar Ki Shurwat Hoe

Kal Raat Ik Mahfil Hoe
Mahfil Main Ik Baat Hoe
Tanha Si Zindagi Main

Chota Sa Saath Tumhara

Ittifaq Hi Sahi

Par Lagta Hai Hum Ko Pyara

Jaise Akele Se 1 Parinde Ko

Mil gaya Ho Aasman Saara
''Faraz'' ab koi sauda koi junoon bhi nahin
magar qaraar se din kat rahe hon yuun bhii nahin


lab-o-dahan bhi mila guftaguu ka fan bhi mila
magar jo dil pe guzarati hai,, keh sakoon bhi nahin


merii zubaan ki luknat se bad_gumaan na ho
jo tu kahe to tujhe umar bhar miloon bhi nahin


''Faraz'' jaise koi diya turbat-e-havaa chaahe hai
tuu paas aaye to mumkin hai Main rahoon bhi nahin !!!
Tanhaioon Main Mujhay
Tairay Badaltay Tevar Pay
Apni Muhabbat Ki Paspai Pay
Maira Zoor Say Roo Daina
Mujhay Maira Muqadar Lagta Hai
Naiey Dino''N Main Tumharay Qareeb
Hum Rahain Na Rahain
Bhool Jana Woh Sab Kahi Baatain
Bhool jana woh Chandni Raatain
k Zindagi K Sab Musamoo''N Main
Aik Mausam Judai Ka Bhi Hai
Sab To Bichray To Mil Nahi Paatay
Zindagi ko Qareeb Se Dekho
Sab Juda Hoker Mar Nahi Jaatay...!
Zara theroo!

Kay tum say ik zaroori baat kehni hay.
Idhar Aa''ao!

Kay rastay Main khara hona huMain acha nahin lagta.
Yahan Aa''ao!

Kay batain too hameesh hum tasalli say hee kartay hain.

HuMain is tarhan mat dekho!

Nahin too hum tumharay samnay kuch keh nah pa''ain gay

Haan too bus baat itni hay......

Chaloo choooro!

Kabhi mooqa mila too phir bata''ain gay.
Dasht-E-Ghurbat Main


jis pairh Ne,



mere Tnha Musafir Ki khatir,


Ghani Chaon Phailai hY,

Us ki Shaadabion k Liye

Meri sb Unglian

Hawa Main

Dua Likh rahi Hain.
bicher ker juda tou nahi ho gaye hum
kahin be-wafa tou nahi ho gaye hum

jo milna bhi chahain tou ab mil na payein
youn be-aitnaa tou nahi ho gaye hum

magar phir bhi khilqat haMain poojti hai
agarcha khuda tou nahi ho gaye hum

kharay hain azal se sag-e-reh ki surat
kahin rehnuma tou nahi ho gaye hum

teri yaad aati hai fursat mein aksar
tere mubtila tou nahi ho gaye hum
guzishta raat uss k hont par ..

jab yeh sawal ubhra ..

muhabbat rutjagay kion maangti hai ?

kion sataati hai ?

to Main dheeray say muskaya ..

aur uss k pass say uth kar ..


phir apnay ghar chala aaya ..!!
Tumharay saath rehna hai
Mujhe har waar sehna hai

Mujhe ashkoon ki surat Main
Teri ankoon say behna hai

Tumharay hussan par janan!
Udasi bhi tu gehna hai

Yehi tu Juram hai apna
kay hum nay pyar pehna hai

Chalo ab bey rukhi choro
HuMain aik saath rehna hai

Hay mera katam afsana!
Tumhin kuch aur kehna hai?
Ae Dost Tera Haseen Naam Acha Lagta Hai

Teri Nisbat Se Ye Chaand Acha Lagta Hai

Log Kehte Hyn Teri Dosti Main Pagal Mujh Ko

Aur Mujhe Ye Ilzaam Acha Lagta Hai
Ab k Kerna Tou Kisi Aise Se Chahat Kerna

K Jis Ko Aata Nahi Ho Shikwa Shikayat Kerna

Teri Kam-Goi K Charchey Thay Zamane Bhar Main

Kis Se Seekha Hai Tum Ne ye Baato''n ki Wazahat Kerna

Pehle Khusbhu K Mizajo''n Ko Parakh Lo Nadaan

Phir Gulestaan Main Kisi Gul Se Mohabbat Kerna