Main SMS Messages3698 messages

Mere hathon ki lakeeron Main yeh ayed chupa hay mohsin

Main jis shakhs ko chuu lon mera nahi rehta
Utar Parhy hAin to Darya se PoochnA KaisA,



K


Saahilon Main udhAr kitnA Paani hY.
Yonhi B''sabab nA PhirA Kro,

kisi Shaam Ghar Main rAhA Kro,

Yeh Ghazal ki 1 kitAAb hY,

Ise Chupke Chupke ParhA Kro,

koi hAAth B nA milAi gA,Jo Gale milo Gy tapAAk se,

Ye nai mizAAj ka shehAr hY,

Yahan Faasle se milA Kro.
Dil Ko Manana Gar Hota Aasaan , , ,


Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshan , , ,


Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main , , ,


Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan . . .
Ek wafa ko panay ki koshish me Main ne,

zakhmi kr di hain wafain kitni

kitna masoom sa lagta hay ik lafz

"MOHABBAT"

or is lafz se munsalik hyn sazaaen kitni.
MERY ashkon ko palkon peh machalna bhi nahin aata...
hasar-e-zabt say to mujh ko nikaln bhi nahin aata...
mujhy lagta hai jaisy Main wo koi gham ka sooraj hoon...
keh jisy sham ho jany peh dhalna bhi nahin aata...
Ya rab huMain tuj say koi gilla bhi nahi,
Wo naseeb Main nahi tha is leya mila nahi..

Seencha tha jiss chaman ko apnay dill kay lahoo say,
Phir kyu barsaat Main koi phool khila nahi..

Na lagaay koi chot is dill_e_ natawan per,
Abhi tu phichla zakham bhi muj say siila nahi..

Mangaa tha jhooliian utha utha kar usay,
Mager huMain duwaoon ka koi siila mila nahi..
Mohabbat Aam Nahi Hoti

Isay Tum Khaas Rehne Do

Khil K Phool Ban''ne Tak

Kali Main Baas Rehne Do

Khwabo''n Ko Panapne Do

Dilo''n Main Aas Rehne Do

Muqaddar Raas Rehne Do

Mohabbat Khaas Rehne Do
Teri Zaat Aur Mujh Main Ye Hi Farq Hy Zara Sa

Tu Hy Duurio''n Ka Qqa''il Main Hoon Qurbato''n Ka Pyaasa
Un Ko Namoos Bhi, Izzat Bhi, Pazeerai Bhi

Mujh Ko Roney Ko Muyassar Nahi Tanhai Bhi

Apne Hii Haal Pe Hansna, Kabhi Hans Kr Rona

Main Ba-yak Waqt Tamaasha Bhi Tamaashai Bhi
jab woh mera naam

apne haathon ki lakeeron Main

talash ker k thak gaya

tu dheere se sir jhukaya

aur muskara k kaha

"lakeerain jhoot bolti hain"!
Mera us sy taa''luq sirf itna hai

k us k naam par

seeney Main dharkan rukne lagti hai

magar aansoo nahi rukte.....