Main SMS Messages3698 messages

is sadagi pay kon na mar jaye ay KHUDa
Waar karte hain aur hath Main talwar bhi nahi,

Chup chup ke humara deedar karte hain woh,
aur poocho to kehte hain ki pyar bhi nahi....
Jinhe dhoondte hain sapno Main
Woh haqeeqat Main nahi hai
Jo haqeeqat Main hai saamne
Woh hamare sapno Main nahi hai

Jo Dil Main hai hamare
Woh hamare qareeb nahi hai
Aur jo qareeb hai hamare
Woh hamare Dil Main nahi hai

Jis se Pyaar karte hain hum
Woh hamare baare Main sochta nahi hai
Jo sochte hain humaare baare Main
Un se Pyaar hum karte nahi hain
"intezaar"
Hum jinka "muntazar" karte hain
Woh kabhi aate nahi hain
Aur jo aa jaate hain saamne
Unka "muntazar" hum karte nahi hain
"intezaar"
Abhi hai yaad mujhe gham say ashna hona,
tera milna or yun mil ker tera juda hona.

Zenat-e-haar banay gul ki shikayat tu suno,
isko bhata nhi hai shakh say juda hona.

yahi nhi k zamana jalaye is dil ko,
is pe bijli bhi giraye tera khafa hona.

mujeh yaqeen hai tujhko wali bana dega,
tere in Ansouon ka mustakil dua hona.

ye jo tezi say yahan uth rahi hai sachayee,
is jahan ka bara kareeb hai fana hona.

itna milna bhi karachi Main thaka deta hai,
tanha rehna hai yahan per taro taza hona.
Be sabab be waja kiyu dil jalate ho
tod ker dil mera fir pas bulate ho

tum se hoker khfa jab ham rooth jai ger
apni baho Main bherke pyaar fir jatate ho
besabab be waja...

kiya karo kiya na karo kuch samjh Main aye ata
mujh ko lagne laga hai tum bhut satate ho

kiya samjh pai ham pyaar ko tere woh sanam
darde dil dil ka tum had se badate ho

hayera hoke ham door jab jate hai
apni majboriya bata ker fir hame samjhate ho

tera andaze bayan kabhi kuch tu kabhi kuch khta hai
ham ko lagne laga hai ke tum hame khoob banate ho

besabab be waja kiyu dil jalate ho
tod ker dil mera fir tum muskorate ho
Us Ne Mujh Se,

Poocha Ek Roz,

TuMain Chahne Walon Se,

Dar Kyun Lagta Hai,

Kyun Baghte Ho,

Kyun Khamosh Rehte Ho,

Kyun Tanha Rehte Ho,

Mujay Koyi Jawab Na Mila Kehne Ko,

Bus..!!!

Ek Ansoon Gira Aur Rul Gaya Khak Mein...
BArA mAzA HO K mehshAr Main hm krAin Gila


wo minton se rAhAin khuda k liye
Kisi Aur ko mErAy haal se nA Gharz hy nA koi wasta


Main bikhAr Gaya hoon smait lo,Main BighAr Gaya hon,sAnwAr Do
Tum mile to tumhare milne se………………..
Guzre mausam ki yaad aayi hain……………..
Jab khile the gulab ke mausam……………….
Betahasha shabaab ke mausam………………
Woh muhabbat ke shabnami lamhe…………
Jinki khushbu se chandani meheke…………..
Ittefaakan jo tumko dekha hain………………
Yun laga ki waqt phirse palta hain..................
Kitni majburiyo ke the manzar………………
Dooriya door taq rahi hum par……………….
Phir bhi tum jaane dilme rehte rahe…………
Hum tassavur Main sher kehte rahe………….
Kaif ne gunguna liya tumko………………….
Dhadkano Main sama liya tumko…………….
Tumko bhoola nahi gaya humse……………..
Silsila har qadam raha humse………………..
Ittefaakan jo tum mile humdum……………..
Guzre mausam ki yaad aayi hain…………….
larzish nazar Main lahjay Main luk''nat ajeeb thei
is awalee''N visaal ki wahshat ajeeb thei

roshaN huwei usi se usi se bikhar gaa''ee
shabnum ko aaftaab se nisbat ajeeb thei

aansoo dee''ay per aankh ko ronay ki khoo na de
aiey badhsa-e-gham ye anaa''yet ajeeb thei

khirki Main aa k chaand ne jhapki nahi palak
kal shab meray makaa''N Main suhbat ajeeb thei

sahil pe they tu rait ka jaa''doo tha har taraf
kashti chali tu sajar ki dahshat ajeeb thei

dil Main na rah sakay jo kahiN tu kahi na jaa''ey
amjad shikast-e-dil ki haalat ajeeb thei
sar mein sauda bhi nahi dil mein tamana bhii nahii
lekin is tark-e-mohabbat kaa bharosaa bhii nahii

muddatein guzarii terii yaad bhii aaii naa hamein
aur ham bhuul gae hon tujhe aisaa bhii nahii

ye bhi sach hai k mohabat mein nahi Main majbur
ye bhii sach hai ke teraa husn kuchh aisa bhii nahii

badagumaN ho ke mil aaii dost jo milanaa hai tujhe
ye jhijhakte hue milanaa koi milanaa bhii nahii

muuNh se ham apane buraa to nahii kehte, ke ''Firaq''
hai teraa dost magar aadamii achchhaa bhii nahii.n
Ek Lakeer. . .

Kch udas kch khamosh
Kch bebas si lakeerai''n mere haath ki
Dhoondta rhta hoon aksr in lakeero''n Main
Ek lakeer tere naam ki
Kch malum b hy
Kch dil b janta hy
K in lakeero''n me koi lakeer nhi tere naam ki
Phr b na jane kion dhundta rhta hon
Aksr ek lakeer tere naam ki
Ek lakeer
tere naam ki
Ho SaKe ToU rOoH mEiN sAmA lO hUMain

DiL-o-NiGaH k rIsHtEy tOu TuUt jAtE hYn. . .