Late SMS Messages361 messages

Dil todna hamari aadat nahi,Dil hum kisi ka dukhate nahi.
Bharosa rakhna meri wafaon pe,Dil me basa ke hum kisi ko
BhuLate nahi..
Biryani khany ki dua neet karta hon main 4pLate biryani ki wasty 15
say 20 botion kay bamay zarda rayta aur salad ky mun mera deeg ki traff
Bismillah
najaney kyoon guzrey zamaney yaad atey hein
kyoon ye puraney zakham phir mujhe statey hein

har chehrey mein chupa hai chehra un ka
nazar milaney se hum issi liye katratey hein

kub hoti hai rahat dil ko iss tarah se
ke tera naam le kar hum kissi aur ko buLatey hein

yoon toh roney ko umar de gaya wo
lekin gham oss ke sehney se hum kub ghabratey hein

ghar se be ghar kiya tha jin logoon ne humein
suna hai phir mujhe wapas buLatey hein

apney naseeb mein hai aik baar wisaal un ka
mere naseeb issi liye tujhe baar baar azmatey hein

in ankhoon ko nhin ab naseeb unein dekhna
kya karein wo mere khwaboon mein aa jatey hein!!
"TOO Late"
Aadhi Raat k Sanatay Me
,Kis Ne Phone Kea Hy Muj Ko?
Jane Kis Ka Phone Aiea Hy,
Phone Utha Kr Yun Lagta Hy,
Os Janib Koi GumSum,
Okhra Okhra Dheray Dheray
Kanp Rha Hy,Mehki Hoi Ik Khamoshi Hy,
Ghup Khamoshi,Lakin Is Khamoshi Me B Gonj Rahe Hen,Thandi Sansain,
Barish,Aanso,Khamoshi Se Thak Kr Os Ne Saans Liya Tu,
Choorhi Khhanki,Uff Ye Khhan Khhan. . . .
Ik Lamhay Me Sarey Badan Me Phail Gaee Hy,
Teray Ilawah Koi Nhi Hy,Lakin Itnay Barson Bad. . . . .
kya toota kya bikhar gaya ye mein janta hoon
andhiyoon mein chiraag jalaney ki saza mein janta hoon

janey wo kon log the jin ko mila sila mohabtoon ka
zakham_e_mohabat ki tarap ka maza mein janta hoon

door se dekho iss ko pass jaogey toh pachtaogey
zindagi ke chehrey pe hai kya likha mein janta hoon

un ke koochey se uthey jo mera janaza toh kya baat hai
un ki bahoon mein marney ka maza mein janta hoon

kyun bewaja mujhe zindagi se miLatey ho yaro
zindagi aur maut ke beech ka khala mein janta hoon

wo khafa se hein ye be janta hoon mein
un ki narazgi mein be hai ik ada mein janta hoon !!
kub kon kissi ka hota hai
sub jhote rishte natay hain
sub dil rakhne ki baten hain
sub assli roop chupate hain
ikhlas se khali log yehaan
lafzoon k teer chaLate hain
ik baar nighahoon main akar
fir sari umr ruLatey hain
Uss bhegi bheegi sham mein
Jab wo merey sath tha
Khamooshi thi....,
Verani thi.....,
Pass ho ker bhi mein
Tanha thi.....,.
Sarey wadey bikher gye
Uss ki majborion k angan mein
PaLatey guzertey qadam uss k
Dil ki khahishon ko thukra gye
Judayi ka ye bey-sada manzer
Mugh ko pal pal terpaney laga
Phir sab lamhey kho gye
Buss aik lamha baqi hey
Hijer ki ratoon mein tanhayi ka
Or uss ki khamoosh judayi ka............
Shabnami Sitaron Per,
Phoool Khilne Lagte Hain
Chaand Muskurate Hai
Ab Bhi Teri Aahat Per

Umar Kaat Di Lekin
Bachpan Nahi Jata
Hum Diye JaLate Hain
Ab Bhi Teri Aahat Per

Ghantiyan Si Bajti Hain
Raqs Hone Lagta Hai
Dard jagmagate Hain
Ab Bhi Teri Aahat Per


Tere Hijr Me Hum Per
Ek Azaab Taari Hai
Chonk Chonk Jate Hain
Ab Bhi Teri Aahat Pe

Teri Yaad Aaye Tou
Neend Jane Lagti Hai
Chaand Muskurata Hai
Ab Bhi teri ahat Pe

Ab Bhi Teri Aahat Pe
Aas Laut Aati Hai
Ashq Hum Bhi Bahate
Ab Bhi Teri Aahat Per
Jheel Mein Chaand Nazar Aye Thi Hasarat Usaki
Kab Se Ankhon Mein Liye Baitha Huun Surat Usaki

Ek Din Mere Kinaron Mein Simat Jayegi
Tehare Paani Si Yeh Khamosh Muhabaat Usaki

Bandh Mutii Ki Tarah Woh Kabhi Khulata Hi Nahin
Faasale Aur Badaa Deti Hai Kurbat Usaki

Kisne Jaana Hai BadaLate Hua Mausam Ka Mizaaz
Usko Chaho Toh Samaj Paaoge Fitrat Usaki
Dil toorna humari aadat nahi,dil hum kissi ka dukhate nahi,bharosa rakhna meri wafaon pe, dilm mein basa kar hum kissi ko bhuLate nahi..,
Woh Nadiyan Nahi Aansu They Mere
Jinpar Woh Kashti ChaLate Rahe
Manzil Mile Unhein Yeh Chahat Thi Meri
Isliye Hum Aansu Bahate Rahe
Humne Bewaffai Nehi Ki Aapse
Aap Yeh Kyo Keh Ke Hume Sattate Hai
Aapka Rishta Kisi Our Ke Saath Hai
Hum Yehi To Aapko Samjhate Hai
Aapke Haath Pe Jiski Angoti Hai
Useh Ka Aap Pe Haq Hai
Humne Bewaffai Nehi Ki Aapse
Aap Yeh Kyo Keh Ke Hume RuLate Hai