Late SMS Messages361 messages

Purani jeans aur guitar …… Mohalle ki vo chhat …. Aur mere yaar
Vo raaton ko jaagna … Subah ghar jaan … Kood ke deewar
Vo cigaretee peena … Gali mein jaake .. Wo karna daanton ko
Ghadi ghadi saaf
Pahunchna college hamesha Late ….Vo kehna sir ka “Get out from the class!”
Vo bahar jaake hamsha kehna …Yahan ka system …Hi hai kharaab
Wiswas bana k log zindagi me aate hai. khwab ban k aakho me sma jate hai. pehle to ye yakin diLate hai ki wo hmare hai, fir na jane kyu tanha chod jate hai.
Tamanaon Ke Bahlaave Mein Aksar Aa Hi Jaate Hain
Kabhi Ham Chot Khaate Hain Kabhi Ham Muskurate Hain
Ham Aksar Doston Ki Be-Vafaaii Sah To Lete Hain
Magar Ham Jantey Hain Dil Hamaare Toot Jaate Hain
Kisi Ke Sath Jab Bite Hue Lamhon Ki Yaad Aai
Thaki Aankhon Mein Ashkon Ke Sitaare Jhil-MiLate Hain
Woh Nadiyan Nahi Aansu They Mere
Jinpar Woh Kashti ChaLate Rahe
Manzil Mile Unhein Yeh Chahat Thi Meri
Isliye Hum Aansu Bahate Rahe
nazuk si ada ho ya teekhi dhar ho?
sath safar me ho kisi ka pyar ho
kisi ki haqeequt ho tum to kabhi khiyal ho
zindgi ki tamunna ho aur roh ka maan ho
kisi ki aadat ho tum to kabhi wabal ho
yadoon me aate ho to sansien chaLate ho
dharkan ko rokte ho tum phir rok k chaLate ho
agar ho ejazut tairi phir kabhi na zawaal ho
filhal to tum aik sawal ho?
yehi he tumhara jamal,Bus kamal ho!!!
bohat bey chein karta hey mujhey barsat ka mosam..
barastey motyon wali ghaneri rat ka mosam..

umadd ata hey aise mein ye palkon ki munderon par..
sulagtey, dil jaLatey, reshmin jazbat ka mosam..

teri qurbat mein khamoshi ka alam haye kya kehna..
kabhi na keh ke bhi keh janey wali baat ka mosam..

muhabbat lakh rang badley magar badla nahi ab tak..
tumhari jeet ka mosam, hamari maat ka mosam..

teri palkon ka jhukna surmayi se baadlon jesa..
jo uthein to badal dalein ye kaynaat ka mosam
Shaam hotay hee woh chokhat par jala kar shamma
Apni aplkon pay kai khwab sajati ho gee
Is nay silwa bhi liye hongay siyah rang k libaas
Ab moharam k tarah eid manati ho gee
Meray tareek zamanay say nikalnay wali
Roshni tujh ko meri yaad diLate ho gee
Dil ki masoom raggin khud he sulagti ho gee
Jonhi tasveer ka kona woh jalati ho gee
Roop day kar mujhay is mein shezaday ka
Apnay bachon ko kahani woh sunati hogee
Be sabab be waja kiyu dil jaLate ho
tod ker dil mera fir pas buLate ho

tum se hoker khfa jab ham rooth jai ger
apni baho main bherke pyaar fir jatate ho
besabab be waja...

kiya karo kiya na karo kuch samjh main aye ata
mujh ko lagne laga hai tum bhut satate ho

kiya samjh pai ham pyaar ko tere woh sanam
darde dil dil ka tum had se badate ho

hayera hoke ham door jab jate hai
apni majboriya bata ker fir hame samjhate ho

tera andaze bayan kabhi kuch tu kabhi kuch khta hai
ham ko lagne laga hai ke tum hame khoob banate ho

besabab be waja kiyu dil jaLate ho
tod ker dil mera fir tum muskorate ho
mariiz-e-muhabbat unhiin kaa fasaanaa
sunaataa rahaa dam nikaLate nikaLate

magar zikr-e-shaam-e-alam jab bhii aayaa
chiraaG-e-sahar bujh gayaa jaLate jaLate
Wafa Ki Aas Mein Hum Sabhi ka Saath Nibhate Rahe
Wohi Hum Ko Sada Yaad Aye Jo Hame BhuLate Rahe
Dil Viraan Tha Honton Per Hansi Sajate Rahe
Khush Fehmion Se Hum APne Dil Ko BehLate Rahe
Begane Ben Gaye Sabhi Jinhain Hum APna Banate Rahe
Sabhi Bewafa Thay Hum To Younhi Her Kisi Ko Aazmate Rahe
Dard B De Gaye Sitam B De Gaye
Zakham K Saath Saath Mujhe Merham B De Gaye
Do Lafzon Se Ker Gaye Wo Apna Maan Halka
Hum Ko Na Rone Ki Kasam B De Gaye
Ajnabi Log B Dene Lage Ilzam Mujhe
Jane Kahan Le Gaye gardish-E-Ayam Mujhe
Bhoolna Chaho Bhi To Tujhe Bhulaon Kese
Log Le Le K BuLate Hain Tera Naam Mujhe
Maut mangte he to zindagi khfa hojati he
Zehr Late he to wo b dwa ho jati he.
Tu hi bta ay mere dost kya karun.
jisko b chahte he to wo bewafa ho jate he